Q-1) Hamesha salam mein pehal karne ke liye mashoor sahabi
Abdullah bin Umar(RA)
Bilal (RA)
Saad bin Maaz (RA)
Q-2) Rasool(SAW) ko pasand tha ki Sahaaba unki tameez(respect) mein khade hon....
True
False
Q-3) Jab koi aata to Aap(SAW) taazeem ke liye kya karte the ?
Apni chaadar bechaate
Sahaaba ko paas se hata dete
khana pesh karte
Q-4) Aap(SAW) ko kya yaad nahi rehte the ?
Sher(poetry)
Logon ke naam
Jagah ke naam
Q-5) Aap(SAW) apne liye kya qubool farmaate ?
Hadiyah
Sadqah
Khairaat
Q-6) Tohfe ke badle mein Aap(SAW) kya karte ?
Zaroor Tohfa dete the
Zyada keemti tohfa dete
Kabhi tohfa dete kabhi nahi
Q-7) Nabi(SAW) jin alfaaz mein Baith(oath) lete the wo kis naam se mashoor hai ?
Baith-e-Nisa
Baith-e-Rijaal
Baith-ul-Muslimeen
Q-8) Aurton se Baith(oath) lene ka zikr kis Surah mein maujood hai ?
Surah Mumtahinah
Surah Hashr
Surah Muhammad
Q-9) Baith-e Aqabah awwal aur thaani ko Aqabah kyu kaha jaata hai ?
Kyunki ye Kuffaar se chupkar li gayi thi
Kyunki ye Hajj ke mauqe per li gayi thi
Kyunki ye bohot eham Baith thi
Q-10) Baith-e Rizwan ka zikr kis Surah mein hai ?
Surah Taubah
Surah Hujuraat
Surah Qaaf
Q-11) Hijrat-e-Madinah se pehle Rasool(SAW) ne kis Sahabi ko Madinah apna safeer(ambassador) banakar bheja ?
Umar(RA)
Musab bin Umair(RA)
Q-12) Hijrat-e-Madinah se pehle sabse pehla Jumma Madinah mein kisne padhaya ?
Asad bin Zurarah(RA)
Huzaifa bin Yamaan(RA)
Jabbir bin Abdullah(RA)
Q-13) Madinah mein ye jumla mashoor ho gaya tha ki Usayd bin Hudair ne jabse Islam qubool kiya hai wo ___________ ka hi hokar reh gaya hai
Islam
Masaakeen
Quran
q-14) Rasool(SAW) ki hifazat karne per Baith karte waqt Ansaar ke poochne per ki unko iske badle kya milega to Rasool(SAW) ne kya farmaaya ?
Jannat
Arab ki hukmaraani
Q-15) Kaab bin Malik(RA) ne kisko Jung-e-Badr se ehem qaraar diya ?
Ghazwa e Uhud
Ghazwa-e-Hunain
Baith-e-Aqaba thaani