Shabana Rupani
Quiz por , criado more than 1 year ago

TRANSLATION & TAFSEER OF SELECTED AYAH OF THE HOLY QURAN

420
0
0
Shabana Rupani
Criado por Shabana Rupani aproximadamente 5 anos atrás
Fechar

QURANIC GEMS QUIZ 10-11-12

Questão 1 de 15

1

Q1) Jannat-e-Adn ki kya khaas baat bataai gayi hai ?(Multiple answers)

Selecione uma ou mais das seguintes:

  • Ye bohot khoobsurat hai

  • Ye Jannatiyon ke kareeb le aayi jayegi

  • Usko khud Allah tala ne apne haath se tameer kiya hai

  • Uske neeche Nehrein behtee hain

Explicação

Questão 2 de 15

1

Q2) Mushrikeen-e-Makkah ke kis sawaal ke jawaab mein Allah tala ne Surah Yusuf naazil ki ?

Selecione uma das seguintes:

  • Bani Israeel Kanaan kaise pohnche ?

  • Bani Israeel Misr kaise pohnche ?

  • Bani Israeel Madinah kaise pohnche ?

  • Yusuf(AS) kaun the ?

Explicação

Questão 3 de 15

1

Q3) Ghazwa-e-Uhud mein shikast ki badi wajah kya thi ?

Selecione uma das seguintes:

  • Allah ki nafarmaani

  • Rasool Allah(SAW) ki nafarmaani

  • Bughz wa Keena

  • Takabbur

Explicação

Questão 4 de 15

1

Q4) Sultan Salah-ad-din Ayyubi ne Bait-al-Maqdis ko fatah karne ke liye kis waqt ka intekhaab kiya ?

Selecione uma das seguintes:

  • Ramadan ka pehla Ashrah

  • Ramadan ka doosra Ashrah

  • Ramadan ka aakhri Ashrah

  • Arafah ka din

Explicação

Questão 5 de 15

1

Q5) Jab bhaiyon ne Yusuf(AS) ko pehchaan liya to kya kaha ?(Multiple answers)

Selecione uma ou mais das seguintes:

  • Allah ne humko strong group banaya

  • Allah ne tumko humper fazeelat di

  • Hum khatakaar the

  • Hum Khatakaar na the

Explicação

Questão 6 de 15

1

Q6) muttahid rehne ke liye sabse zaruri kya hai ?

Selecione uma ou mais das seguintes:

  • Tohfe(gifts) diye jaayein

  • Nawaafil ki adaaigi

  • Allah aur uske Rassol(SAW) ki itaat

  • Aapas meim mel-jol

Explicação

Questão 7 de 15

1

Q7) Yusuf(AS) ke Qisse ko kya kaha gaya hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Ajeeb Qissa

  • Behtereen Qissa

  • Na qabile yaqeen qissa

  • Sabaq aamoz qissa

Explicação

Questão 8 de 15

1

Q8) Surah Al-Anfaal aur Surah At-Taubah mein kin Ghazwaat ka zikr hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Badr-Uhud

  • Badr-Khandaq

  • Uhud-Khandaq

  • Badr-Uhud-Khandaq

Explicação

Questão 9 de 15

1

Q9) Shaikh Al Islam Ibn-e-Taymiyyah ke waalid ne Hijrat ke waqt kya apne saath liya ?

Selecione uma das seguintes:

  • Kapde

  • Kitaabein/books

  • Ghallah

  • Ghar ka qeemti saaman

Explicação

Questão 10 de 15

1

Q10) Kiske baare meim mashoor hai ki jo unse mil leta uske dil mein Rasool(SAW) ki muhabbat paida ho jaati thi, unhone kode khaaye lekin ghalat Fatwa nahi diya

Selecione uma das seguintes:

  • Imam Maalik

  • Iman Shafaiee

  • Imam Ahmad bin Hanbal

  • Imam Abu Hanifah

Explicação

Questão 11 de 15

1

Q11) Fatah Makkah ke mawqe per Nabi(SAW) ne Makkahwalon se farmaya "Aaj kisi per koi giraft nahi" ye Jumla usse pehle kisne kaha tha ?

Selecione uma das seguintes:

  • Yaqoob(AS)

  • Yusuf(AS)

  • Adam(AS)

  • Salah-ad-din Ayyubi ne

Explicação

Questão 12 de 15

1

q12) Kis cheez ke badle Allah tala ne humse Jannat ka sauda kiya hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Aulaad

  • Waqt

  • Jaan aur maal

  • Maal

Explicação

Questão 13 de 15

1

Q13) Hadith ka mafhoom muqammal karein..."Jo shakhs nafs ki bakheeli se bacha liya gaya...."

Selecione uma das seguintes:

  • Uska thikana Jahannam hai

  • Wo falah paa gaya

  • Wo khasaare mein pad gaya

  • None of the above

Explicação

Questão 14 de 15

1

Q14) Aitraaf-e-Gunaah ka na karna kiska tareeqa hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Yusuf(AS) ke bhaaiyon ka

  • Shaitaan ka

  • Insaan ka

  • Azeez-e-misr ka

Explicação

Questão 15 de 15

1

Q15) Surah At-Tawbah mein kis Baith ka zikr hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Baith-e-Uqabah(first)

  • Baith-e-Uqabah(second)

  • Baith-e-Ridwaan

  • Baith-e-Uqabah(first & second)

Explicação