Q1) Liyaan ka matlab kya hai ?
Ek dusre per Laanat karna
Ek dusre per hasrat karna
Ek dusre per ilzaam lagana
Q2) Aaj ke daur mein behayai ko kya samjha ja raha hai ?
ill-cultured hona
illiterate hona
Modern aur acha hona
Q3) Hazrat Ayesha(RA) ki Khadima ka naam kya tha ?
Umme Mistah
Bareerah
Umme Aiman
Q4) Scandals ke taaluq se Islaam humein kya taleem deta hai ?
Khoob charcha karna chahiye
Us baat ko daba dena chahiye
Qareebi rishtedaar ko bata sakte hain
Q5) "Siddeeq ki beti aur Nabi ki biwi, Hazrat Ayesha(RA) tumse badhkar paak-saaf aur muttahirah hai" Ye kis Sahabi ka qaul tha ?
Hazrat Ali(RA)
Hazrat Usman(RA)
Hazrat Abu Ayyub Ansari(RA)
Q6) Kisiper tohmat lagana Allah ke nazdeek kaisa amal hai ?
Bohot badi baat hai
Maamuli baat hai
Ghair zaruri baat hai
Q7) Liyaan ke baad shohar aur biwi mein kabhi bhi dobara...
Talaq nahi ho sakta
Nikah nahi ho sakta
Nikah ho sakta hai
Q8) Agar koi Shaqs kisi ghair aurat per tohmat lagaaye to uska faisla...
Shahadaton ki bina per hoga
Qazi ke faisle per hoga
Us shaqs ke faisle per hoga jisne ilzaam lagaya
Q9) Agar koi shaqs apni biwi per ilzaam lagaye to uska faisla
Rajam ki surat mein hoga
Liyaan ki surat mein hoga
Dono jawaab durust hai
Q10) Liyaan ke baad honewala bachcha kisse mansoob kiya jayega ?
Jiske saath mulawwiz hone ka ilzaam lagaya gaya
Maa ki taraf
Baap ki taraf
Q11) Kisi ke baare galat bayani sunay to hamara rawaiyya kya hona chahiye ?
Naik gumaan rakhna chahiye
Bad gumaan hona chahiye
Baat ko aur badha chadhakar bolna chahiye
Q12) Liyaan ke baad aurat k naan-nafkha...
Mard ke zimme hoga
Mard ke zimme nahi hoga
Aurat ke gharwalon ke zimme hoga ?
Q14) ifk ka waqiya kis ghazwe ke baad paish aaya ?
Ghazwa-e-Badr
Ghazwa-e-Banu Mustalaq
Ghazwa-e-Uhud
Q14) Wo kaunsi Ummuhatul Mumineen hai jo sabse zyada sadqa-khairaat kiya karti thi ?
Zainab binte Jahash(RA)
Hafsah (RA)
Maimoona(RA)
Q15) Agar koi paak daaman,muhsinaat aurat koi galat kaam karti hai to uski saza...
Dohri saza hogi
Saza nahi di jayegi
Kam se kam saza di jayegi