Q1) Mujarrad kisko kehte hain ?
Tanha akele shakhs ko
Baghair biwi ya shohar ke
Dono jawabaat durust hain
Q2) Islaam humein kya sikhata hai ?
Balooghat ke baad shadi mein der na karein
Achche rishtey ka intezaar karein
Higher education complete karein
Q3) Shohar ke inteqaal ke baad aurat ko, apni marzi se dusra Nikah karne ki...
Ijazat hai
Ijazat nahi hai
Mayoob samjha gaya hai
Q4) Asma binte Umais(RA) ___________ ki taraf Hijrat karke gayi thi
Madinah
Koofah
Habshah
Q5) Kis jung mein ek ke baad deegre Sahabi shaheed hue the ?
Jung-e-Hunain
Jung-e-Mouta
Jung-e-Tabook
Q6) Nikah karne se Allah tala...
Apne fazal se ghani kar dega
Usko tangdasti mein mubtala kar dega
Mazeed zimmedariyaan badha dega
Q7) Sabse ziyada kasrat se ghulam azaad karnewale Sahabi
Anas bin Maalik(RA)
Abdul Rahman bin Aouf(RA)
Usman(RA)
Q8) Mukaatibat ke maani kya hai ?
Qauli ehad lena
Do gawah rakhna
Likha-padhi karna
Q9) Allah(SWT) ki ____________ se pahaad reza-reza hokar gir pada
Gazab se
Tajalli se
Rounak se
Q10) Ye kis Sahabi ka qaul hai "Apne us din per ro'o(cry) jo kal ki tarah guzar gaya ho"
Umar(RA)
Abu Darda(RA)
Zaid(RA)
Q11) Ye Allah(SWT) ki___________ hai ki wo Hijaab mein hain
Fazal
Neimat
Rehmat
Q12) Insaan ke hidayat ka source ?
Allah (SWT) hai
Duniyawi taaleem hai
Q13) Imaan ki roushni dilon mein badhaane ke liye...
Quran se taaluq mazboot karna chahiye
Sirf sonch aur gauro fikr karna chahiye
Allah(SWT) se dua maangini chahiye
Q14) Aise log jinhe Allah(SWT)) ne noor-e-baseerat ata ki ho wo har waqt...
Haqq ke mutalaashi rehte hain
Allah ki Ayaat ko hamesha tasleem karte hain
Q15) Allah ka zikr jahan buland kiya jaata hai usse murad ?
Masjidein hain
Wo tamaam ghar hain jahan Allah ki tasbeeh paakizgi bayan ki jaati hai
Dono jawaabaat durust hain