Q1) Kaafiron ke amal ko kis cheez se tashbeeh di gayi hai ?
Saraab se
Sharaab se
Sahrah se
Q2) Imaan ki roushni jab kisi insaan per padti hai to...
Uski aankhein roushan ho jaati hai
Uska dil roushan ho jaata hai
Usmein koi badlaav nahi aata
Q3) Quran ki har Ayat ek...
Kahani hai
Moujazah hai
Dono jawabaat durust hai
Q4) Sabse behtereen tasbeeh ?
SubhanAllahi wa bi Hamdih
Allahu Akbar
Subhan Allah
Q5) Imaan ke 2 Juzz hain...
Acha amal aur acha kirdaar
Zubaan se iqraar ke sath itaat zaruri hai
Zuban se iqraar kaafii hai itaat ki zarurat nahi
Q6) Zubaan se Imaan ka dawa karna aur amal nahi karnewala darasal...
Momin hai
Mushrik hai
Munafiq hai
Q7) Momin apni khwahishaat ko __________ ke taabe kar leta hai
Duniya ke
Apni family ke
Allah tala ke
Q8) Quran ki sabse pehli tashreeh karke bataanewale ?
Hazrat Ibrahim(AS)
Rasool Allah(SAW)
Hazrat Moosa(AS)
Q9) Allah ke Rasool(SAW) ne Munafiqeen ke naam kis Sahabi ko bataaye the ?
Abu Darda(RA)
Abu Talha(RA)
Abu Huzaifah bin Yamaan(RA)
Q10) Jo log Imaan laakar Amal-e-Saaleh karenge Allah unko...
Zameen ka khalifah banayega
Maaldaar karega
Ruswaa karega
Q11) Sabse behtereen daur kiska tha ?
Sahaba e karaam ka
Yahood o Nasara ka
Aajka daur
Q12) Kis Sahabi ke daur mein Islami hukumat ne behri beday paar kar liya tha ?
Usman(RA)
Umar(RA)
Muaviyah(RA)
Q13) Musalmaan kitne saal tak hukumat karte rahe ?
1100 saal
11000 saal
110 saal
Q14) Dikhaawe ke liye kiye jaanewale amal...
Zaaya ho jayenge
Qaabile qubool honge
Saraahe jayenge
Q15) Falah paanewale log kaun hai ?
Allah ki itaat karnewale
Rasool(SAW) ki itaat karnewale
Allah aur Rasool(SAW) ki itaat karnewale