Shabana Rupani
Quiz por , criado more than 1 year ago

DETAILED TAFSEER OF SURAH AN NOOR

878
0
0
Shabana Rupani
Criado por Shabana Rupani mais de 4 anos atrás
Fechar

TAFSEER SURAH NOOR QUIZ 7(LEC 13 & 14)

Questão 1 de 15

1

Q1) Musalmaan Makkah mein kitne saal takleef bardasht karte rahe ?

Selecione uma das seguintes:

  • 13 saal

  • 11 saal

  • 15 saal

Explicação

Questão 2 de 15

1

Q2) Kis Sahabi ne tamaam Ummat ko ek tarz-e-tilawat per jama kiya ?

Selecione uma das seguintes:

  • Usman (RA)

  • Umar (RA)

  • Ali (RA)

Explicação

Questão 3 de 15

1

Q3) Pardewale awqaat mein Mehram ko bhi ghar mein aane se pehle...

Selecione uma das seguintes:

  • ijazat leni chahiye

  • ijazat nahi leni chahiye

  • Sirf baligh bachchon ko ijazat leni chahiye

Explicação

Questão 4 de 15

1

Q4) Allah(SWT) ka har faisla...

Selecione uma das seguintes:

  • Hikmat per mabni hota hai

  • Muashre ki bhalai ke liye hote hain

  • Dono jawabaat durust hain

Explicação

Questão 5 de 15

1

Q5) Ghair-mehram ke saamne aane se pehle jo cheez oudhi jaati hai

Selecione uma das seguintes:

  • Jilbaab

  • Satar

  • Hijaab

Explicação

Questão 6 de 15

1

Q6) Jab ghar mein daakhil ho to kya kiya karo ?

Selecione uma das seguintes:

  • Salaam

  • Khamoshi ikhtiyaar

  • shoor

Explicação

Questão 7 de 15

1

Q7) ___________ ke gharon mein khana aisa hai jaise apne ghar mein khana

Selecione uma das seguintes:

  • Azeezon

  • Padosiyon

  • Jaan-pehchaan wale

Explicação

Questão 8 de 15

1

Q8) Sab saath baithkar khaane se kya paida hoti hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Aapas mein mohobbat

  • Aapas mein na-ittefaqi

  • Aapas mein nafrat

Explicação

Questão 9 de 15

1

Q9) Amr bin Abi Salama kis Ummahatul Mumineen ke bete the ?

Selecione uma das seguintes:

  • Umme Salama(RA)

  • Safiya(RA)

  • Hafsah(RA)

Explicação

Questão 10 de 15

1

Q10) Quran ki Akhlaqi talimaat ki wajah se....

Selecione uma das seguintes:

  • Ehle Arab ki zehniyat mein zabardast inqilaab aaya

  • Ehle Arab Jaahil ke jaahil hi rahe

  • Ehle Arab ne in talimaat ko qubool nahi kya

Explicação

Questão 11 de 15

1

Q11) Kisi khaali ghar ki chabhiyaan(keys) agar aapke paas rakhi ho aur Aap us ghar se khaale to ?

Selecione uma das seguintes:

  • ijazat hai

  • Bohot bada gunaah hai

  • Bharpaai karni hogi

Explicação

Questão 12 de 15

1

Q12) Tahiyya ka maane kya hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Dua

  • Badua

  • Mubarakbaad

Explicação

Questão 13 de 15

1

Q13) Baghair ijazat majlis se uthkar chale jaana ye...

Selecione uma das seguintes:

  • Bohot mamuli baat hogi

  • Sharam ki baat hogi

  • Khilaaf-e-majlis baat hogi

Explicação

Questão 14 de 15

1

Q14) Jab Musalmanon ko kuch eham baat karni ho to ___________ bulaya jaata tha

Selecione uma das seguintes:

  • Azaan dekar

  • Paigaam dekar

  • Chupke se

Explicação

Questão 15 de 15

1

Q15) Lafz Dua ke lafzi maani kya hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Bulaana

  • Pukaarna

  • Dono jawabaat durust hain

Explicação