Q-1: Allah(SWT) jin Mua'zzaz hastiyon ko apni Nubuwwat ke liye chunta hai...
Unki hamesha se Hifazat hoti hai
Unka maazi bedaagh hota hai
Unke maazi ko misaal banakar pesh kiya jaata hai
Upar diye gaye tamam jawabaat durust hain
Q-2: Mus-tashriqeen kise kehte hain ?
Un scholars ko jo Research karke kuch likhein
Un Muslim scholars ko jo Research karke likhein
Un Ghair Muslim scholars ko jo Research karke likhein
Q-3: Jis waqt Jung-e-Fujjar pesh aayi, us waqt Aap(SAW) ki Umar
15 ya 20 saal thi
10 ya 12 saal thi
5 ya 10 saal thi
Q-4: Fujjar ka matlab hai
Jung
Khatarnaak Jung
Phaadna
Q-5: Ek Ahem Muaheda(agreement) hua, uska naam
Suleh Hudaibiyah
Hilful Fuzool
Dono jawabaat durust hain
Q-6: Aap(S.A.W) Ka zariya Maash aur Jafa-kashi ki zindagi (Bachpan aur Naujawani mein)
Bakriyaan charate
Chand qairat ke badle Makkah ki Bakriyaan charate the
Madinah ki Bakriyaan charate the
Q-7: Hazrat Khadija(R.A) ne kis baat se mutassir hokar Rishta bheja ?
Aap(S.A.W) ki Seerat aur Kirdar se
Aap(S.A.W) ki Amanatdari se
Aap(S.A.W) ka Tijarat mein munafa hasil karna
Tamaam jawabaat durust hain
Q-8: is safare Tijarat mein Aap(S.A.W) ke saath kaun tha ?
Aap(S.A.W) ke Chacha
Bilal(R.A)
Maiserah
Q-9: Khadija( R.A.) se Nikah hua, us waqt Aap(S.A.W) ki Umar Mubarak
25 years
23 years
26 years
Q-10: Is Nikah mein mehar muqarrar hua (Khadija( R.A) ka mehar)
10 Camels
20 Camels
26 Camels
Q-11: "Aap(S.A.W) kya unko yaad karte hain, wo laal masudhon wali" ye kisne kaha tha ?
Umme Salma(R.A)
Zainab binte Jahash(R.A)
Ayesha(R.A)
Q-12: Aap(S.A.W) jab Qurbani karte to gosht...
Milne julne walon ke ghar bhijwate
Rishtedaron ko dete
Khadija(R.A) ki saheliyon ko bhijwate
Q-13: Aap(S.A.W) ko kisi se aulad nahi hui, siwae
Umm-e-Salma(R.A) aur Khadija(R.A)
Juwairiyah(R.A) aur Khadija( R.A)
Mariya(R.A) aur Khadija(R.A)
Q-14: Kaabatullah ki ta'meer pesh aayi
Aap(S.A.W) ko Nubuwwat milne ke baad
Aap(S.A.W) ki Umar ke 35th saal
Aap(S.A.W) ki Umar ke 40th saal
Q-15: Aap(S.A.W) Nubuwwat se pehle...
Tanhai pasand ho gaye the
Ghaar-e-Hira mein jakar ghaur-o-fikr karte
Q-16: Jibrael Ameen Wahi laate hain...
Surah Al Alaq
Surah Al Alaq ki 5 Aayaat
Surah Al Alaq ki ibtedaie 5 Aayaat
Q-17: Jis waqt Nubuwwat mili, us waqt Aap(S.A.W) ki Umar Mubarak
40 saal 6 mahine
40 saal
42 saal 6 mahine
Q-18: Seerat padhne ka maqsad
ilm mein izafa ho
Full marks mil jaaye
Allah ke Rasool(S.A.W) ki Seerat se apni zindagi ko sawarein
Q-19: Qur'an-e-Kareem ke nuzool ki ibteda
Ramadan mein hui
Rabi ul Awwal mein hui
Hajj ke mausam mein hui
Q-20: Kya Maine irada kiya ke main Seerat padhkar...
Apne Akhlaq aur Kirdar ko sanwaroongi In sha Allah
Apne andar Amanat aur Sachchai ki sifaat paida karoongi In sha Allah
Apne bachchon, apne Khandan ko Seerat se aagah karoongi In sha Allah