Tafseer ka ilm _____________ hai.
a) Bahot mushkil
b) Bahot waseeh(vast)
c) Bahot asaan
Ek hukum ko badalkar dusra hukum laana yani pehle hukum ko khatam karna, kya kehlata hai?
a) Ilm e tafseer
b) Ilm e qawaid
c) Nasikh o mansookh
Surah Nisa ka nuzool kis ghazwe ke baad shuru hua
a) Ghazwa e Badr
b) Ghazwa e Uhad
c) Ghazwa e Bani mustaliq
Surah Nisa mein...
a) islami muashre ke qiyam ka hukum diya gaya hai.
b) ahle kitab ko baqaida dawat e islam di gayi hai.
c) dono jawabaat durust hain.
Ghazwa e Uhad ke baad ___________ ki himmatein bahot badh gayi thin, surah nisa mein in per tabsera hai.
a) Munafiqeen
b) Yemen ke log
c) Iran ke log
Bewaon se nikah aur meher ke baare mein surah nisa mein tafseel se nahi bataya gaya hai.
a) True
b) False
Kis Yahoodi qabeele ki jilawatni ka zikr surah nisa mein milta hai?
a) Banu Nazeer
b) Banu Qainuqa
c) Banu Quraiza
Surah Nisa mein bayan kiye gaye ahkaam kis baare mein hain jo ke ghazwa e banu mustaliq ke dauraan nazil hue?
a) Namaz
b) Hajj
c) Tayammum
Namaz e khauf kab padhi jati hai?
a) Maidan e jung mein
b) Muhaide (treaty) ke dauran
c) Do qabeelon mein sulah karwate waqt
Surah Nisa ka joda (pair) kis surah ko kaha jata hai?
a) Maida
c) Bani Israeel