Surah Nisa ayat 2 mein kis ke bare mein baat ki gayi hai?
a) Yateem
b) Ek se zyada nikah
c) Wirasat
Yateem hone ki ek shart ye bhi hai...
a) Na baligh hona
b) Ghareeb hona
c) Beghar hona
Jannat mein Nabi saw ke qareeb kaun hoga?
b) Yateem ka sarparast
c) Yateem ka walid
Yateem ka sarparast yateem ke maal ka ____________ hota hai.
a) Maalik
b) Waaris
c) Amaanatdaar
Yateem ka maal khanewala apne pet bharta hai..
a) Aag se
b) Pattar se
c) Najasat se
Yateem ke sar par haat pherne ko neki kyun kaha gaya hai?
a) Woh mohabbat se mehroom hota hai
b) Wo kam aqal hota hai
c) Woh ghareeb hota hai
Ek sahabi ne jab islam qubool kiya toh unki 10 biwiyan thin.Rasoolallah saw ne unko kya hukum diya?
a) 10 biwiyan rakh sakte ho
b) 4 biwiyan rakhlo baaqi ko chod do
c) 2 biwiyan rakh lo baaqi ko chod
4 nikah _______ kaam hai.
a) Farz
b) Sunnat
c) Mubah
Aisa kaam jis ke karne ya na karne pe na koi gunah hai aur na hi koi ajar.
b) Nafil
Jis ko darr ho ke woh biwion ke darmiyan adal nahi kar sakega,usko chahiye ke...
a) Woh ek hi nikah kare
b) Woh nikah na kare
c) Woh ek se zyada nikah kare