shabana rupani
Quiz por , criado more than 1 year ago

Quiz sobre SURAH YUSUF QUIZ 3 (LEC 5 & 6), criado por shabana rupani em 05-05-2020.

857
0
0
shabana rupani
Criado por shabana rupani mais de 4 anos atrás
Fechar

SURAH YUSUF QUIZ 3 (LEC 5 & 6)

Questão 1 de 10

1

Q1- Qaid khaane mein Yusuf(A.S) ke saath _____________ ghulam the

Selecione uma das seguintes:

  • Do

  • Teen

  • Chaar

Explicação

Questão 2 de 10

1

Q2- Yusuf(A.S) ne jail mein bhi tableegh ka kaam kiya

Selecione uma das seguintes:

  • Sahi

  • Ghalat

Explicação

Questão 3 de 10

1

Q3- Jail se chootne ke baad Yusuf(A.S) ke saathi ne Misr ke baadshah se....

Selecione uma das seguintes:

  • Yusuf(A.S) ka zikr karna bhool gaye, jiski wajah se wo kaee saal jail mein rahe

  • Fauran Yusuf(A.S) ka zikr kiya

Explicação

Questão 4 de 10

1

Q4- Ghulaamon ne khwaab ki taabeer, Yusuf(A.S) se poochi, kyunki...

Selecione uma das seguintes:

  • Wo Taabeer karne ke liye mash-hoor the

  • Wo apni Seerat aur akhlaq se nek maaloom hote the

Explicação

Questão 5 de 10

1

Q5- Is waaqiye se humne seekha ki insaan bure maahol mein bhi apne aapko sahi raaste per rakh sakta hai

Selecione uma das seguintes:

  • Sahi

  • Ghalat

Explicação

Questão 6 de 10

1

Q6- Is Surah mein _________ ke bohot tazkire hain

Selecione uma das seguintes:

  • Khwaab

  • Qatl

Explicação

Questão 7 de 10

1

Q7- Khwaab sabko aate hain aur unki taabeer sabko....

Selecione uma das seguintes:

  • Aa sakti hai

  • Nahi aa sakti hai

Explicação

Questão 8 de 10

1

Q8- Kitaabein padh lene se Khwaabon ki taabeer karna nahi aa sakta.

Selecione uma das seguintes:

  • Sahi

  • Ghalat

Explicação

Questão 9 de 10

1

Q9- Khwaab _______________ ki taraf se aa sakte hain

Selecione uma das seguintes:

  • Allah

  • Shaitaan

  • Allah aur Shaitaan

Explicação

Questão 10 de 10

1

Q10- Khwaab mein _____________ moti gaayein(cows) thi jinko dubli gaayein khaa rahi thi

Selecione uma das seguintes:

  • Teen

  • Paanch

  • Saat

Explicação