Q1- Yusuf(A.S) ne pehle _____________ se kaha ki main tumhara khoya hua bhai hoon
Bin Yameen
Yahooda
Q2- Bhaiyon ke saamaan mein ______________ rakha gaya
Badshah ka pyala
Badshah ka Qalam
Q3- Us waqt chori ki saza thi ki....
Chor ke haath kaat diye jaate
Chor ko ghulam banakar apne paas rakh liya jaata
Q4- Yusuf(A.S) ne bachpan mein chori ki thi
Sahi
Ghalat
Q5- Yusuf (A.S) ke kaamwaale unki tadbeer se ____________ the
Waaqif
Na-waaqif
Q6- Bin Yameen ke saath bada bhai...
Bhi Misr mein ruk gaya
Nahi ruka tha
Q7- _______________ ka badla Jannat hai.
Sabr
Shukr
Q8- Yusuf(A.S) ke bhai, Misr _________ dafa gaye
Do
Teen
Chaar
Q9- Yusuf(A.S) ke....
Bhaiyon ne apni ghalti ka aitraaf(accept) kiya.
Bhai apni ghalti per datey rahe(remain firm)
Q10- Kisi ki bohot taareef karna hota to, Arabs ___________ kehte
"Anta Kareem"
"Anta Hakeem"
Q11- Is Surah mein _________________ ka ehem kirdaar hai
Khwaab
Qameez
Khwaab aur Qameez
Q12- Izzat ke taur per, apne badon ko jhuk kar salaam karna, Islam mein...
Jayaz hai
Jayaz nahi hai
Q13- Apne aur apne bhaiyon ke beech hue fasaad ka ilzaam, Yusuf(A.S) ne _______________ per daala
Shaitaan
Apne bhaiyon
Khud
Q14- Allah per tawakkul na karna, Shirk ki ek qism hai
Q15- Yusuf(A.S) ke bhaiyon ne apne waalid se, unke liye Astaghfaar karne ko kaha