Hasad kya hai?
a) Dusron ke paas maujood neamat ko dekh ker khud ke liye dua karna
b) Dusron ki neamat ko dekh ker khush hona
c) Dusron ki neamat ko cheen ne ki koshish karna
Qinaat pasandi (contentment) kya hai?
a) Alla swt ke faislon per razi rehna
b) Apne aap ko kamtar samajhna
c) khoob se khoobtar ki talash karna
In ayaat se humein kya sabaq milta hai, humein apne ander kya paida karna hai?
a) Muqabla bazi (competition)
b) Rashk
c) Qinaat pasandi
Aurat aur mard ajar o sawab ke hisab se....
a) Mard ka hissa zyada hai
b) barabar hain
c) Aurat ka hissa zyada hai
Rasool Allah saw ka ansar aur muhajir ko bhai bhai banana
a) Mawaqaat
b) Mawaliyat
c) Wirasat
Mawaliyat kya hai?
a) Mawaqaati rishta
b) Door ke rishtedaar
Aayat 33 mein wirasat ke haqdaar kis ko kaha gaya hai?
a) Mawaqaati bhai
b) Khoon ke rishte
c) Door ke rishte
Dosti,madad aur khairkhwahi ka ahed kerna..
a) aqadat aimaanukum
b) Mawali
c) Aqraboon
Mawaqaati bhai ko haqdaar banaya gaya
a) Wirasat
b) Wasiyat
c) Kuch na dena
Sab se behtareen saakht pe kisko paida kiya gaya?
a) Jinn
b) Janwar
c) Insaan