2. Aap [S.A.W.] ka pahla nikah kis umar me hua tha?
A. 25 years
B. 30 years
C. 28 years
3. Pahli wahi ki aayaat konse surah ki hai?
A. Ikhlas
B. Nashra
C. Alaq
5. Abu Lahab ke Aap [S.A.W.] se badsuluki karne ke bad konsi surat utri?
A. Tabat
B. Ma’oon
C. Kousar
6. Musalmano ne first hijrat kidhar ki thi?
A. Madina
B. Habsha
C. Falasteen
7. Aap [S.A.W.] ki risalat shuru hone ke bad first hukm kiska diya gaya?
A. Namaz
B. Zakat
C. Hajj
8. Sabse pahle iman lane walon me kon kon shamil hai?
A. Hazrat Khadija
B. Hazrat Ali
C. Both
9. Musalmano ke sath mushrikeen ne konsi soorat sunkar sajda kiya?
A. Surah Najam
B. Surah Fatiha
C. Surah Alaq
10. Quraish ne Aap [S.A.W.] ke sath kisko exchange karne ka mutalba kiya tha?
A. Amara Bin Walid
B.Abu Lahab
C. Abu Jahal