Asiya  Abdul Raoof
Quiz por , criado more than 1 year ago

TAFSEER SURAH NISA Quiz sobre TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-19}, criado por Asiya Abdul Raoof em 19-06-2020.

437
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Criado por Asiya Abdul Raoof aproximadamente 4 anos atrás
Fechar

TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-19}

Questão 1 de 10

1

Kin logon ko kaha gaya hai ke wo nashe ki halat mein namaz ke qareeb na jayen.

Selecione uma ou mais das seguintes:

  • a) Munafiqeen ko

  • b) Mushrikeen ko

  • c) Momineen ko

Explicação

Questão 2 de 10

1

SUKARA se kya muraad hai ?

Selecione uma ou mais das seguintes:

  • a) Har qism ka nasha

  • b) Tambaku

  • c) Sharab

Explicação

Questão 3 de 10

1

Sharab ki hurmat Qur'an mein kis tarah nazil ki gayi?

Selecione uma ou mais das seguintes:

  • a) Surah Baqarah mein ek hi aayat nazil ki gayi.

  • b) Surah Nisa mein ek hi ayat nazil ki gayi.

  • c) Aahista ahista aayaat nazil huin akhirkaar haram qarar kar diya gaya.

Explicação

Questão 4 de 10

1

Kis surah mein sharab ko haram qaraar de diya gaya?

Selecione uma ou mais das seguintes:

  • a) Baqarah

  • b) Maaidah

  • c) Nisa

Explicação

Questão 5 de 10

1

Janabat se taharat tayammum ke zariye nahi ho sakti

Selecione uma ou mais das seguintes:

  • a) True

  • b) False

Explicação

Questão 6 de 10

1

Hidayat ke badle gumrahi khareedne se kya murad hai?

Selecione uma ou mais das seguintes:

  • a) Ilm hone ke bawajood inkar karna

  • b) Ilm na hone ki wajah se inkar karna

  • c) Ilm hasil na karna

Explicação

Questão 7 de 10

1

Hamein Yahood se kis tarha ka rawaiyya rakhna chahiye?

Selecione uma ou mais das seguintes:

  • a) Sakhti wala

  • b) Kisi qism ka mamla nahi karna chahiye

  • c) Dili dosti nahi karni chahiye

Explicação

Questão 8 de 10

1

Isa as ne ulama e yahood se farmaya ke tum zeera to chaante ho magar Oont nigal jate ho. Isse kya murad hai?

Selecione uma ou mais das seguintes:

  • a) Halal ko haram qarar dete

  • b) Choti choti fiqhi behes mein pad jate

  • c) Dono durust hain

Explicação

Questão 9 de 10

1

Yahood Rasool Allah saw ki majlis mein kya kehte?

Selecione uma ou mais das seguintes:

  • a) Unzurna wa ataana

  • b) Unzurna wa samaina

  • c) Unzurna wa asaina

Explicação

Questão 10 de 10

1

Kitab ko tode marodkar padhne se murad hai ke kitab ko is tarha se padhna ke baat sunne wale ki samajh mein saaf saaf aye.

Selecione uma ou mais das seguintes:

  • a) True

  • b) False

Explicação