Q-1: Ghair Muslims ke skills se musalman fayda utha sakte hain
Durust
Nahi utha sakte
Ghalat
Q-2: Azaan musalmanon ki....
Slogan hai
Shanaakht hai
Dono jawabaat durust hain
Q-3: Madinah aane ke baad sabse pehla bachcha paida hua aur Musalmano ne khushi manai
Hassan R.A.
Hussain R.A.
Abdullah bin Zubair R.A.
Q-4: Woh kaunse Sahabi the jinhone sirf 17 din mein Suriyani zubaan seekhi ?
Abdullah bin Umar R.A.
Zaid bin Saabith R.A.
Q-5: Musalman kitne maah Baitul-Maqdas ke jaanib rukh karke Namaz padhte rahe ?
16 or 17 Months
19 Months
11 Months
Q-6: Pehli Namaz jo Kaabatullah ki taraf rukh karke padhi gayi
Fajr
Isha
Asar
Q-7: Abu Bakr siddique R.A. ke ghar rukhsati ke mauqe per,Allah ke Rasool(SAW) ko kya pesh kiya gaya ?
Pani ka glass
Sharbat ka glass
Doodh ka glass
Q-8: Kis Sahabi ne Azaan ke alfaz khwab mein sune ?
Abdullah bin Zaid R.A
Bilal bin Rabi R.A.
Zaid bin Harisa R.A.
Q-9: Fajr ki Azan mein kaunse alfaz extra kahe jaate hain ?
As salatu khairum min an naum
Hayya al falah
None of the above
Q-10: Masjidon ko aabaad karne ke liye Aapne kya kadam uthaya ?
Masjidon ko mazeed khoobsurat banana
Apne ghar ke sab afrad ko masjid mein namaz ki targheeb dilana
Masjidon ke liye donation
All of the above
Q-11: Tayammum ka waqya kis zaujah ke haar gum hone se wabasta(related) hai ?
Ayesha R.A.
Umm Salma R.A.
Maimoona R.A.
Q-12: Musalmano ke lashkar mein ghodon ki tadad
70
50
2
Q-13: Ayesha R.A. ne rukhsati ke waqt naya libaas pehna tha
Q-14: Roze ki Farziyat
1 hijri
2 hijri
3 hijri
Q-15: Ansar ki azmat aur fazilat
Agar Hijrat na hoti to main bhi tum mein se hi hota
Jannat ki basharat
Hauz-e-Kausar per tumse mulaqaat hogi
Q-16: Apni biwi ke saath daud ka muqabla karna ya usko entertain karna ghair Islami fail hai
Deendar logon ka kaam nahi
Q-17: Ayesha R.A. ko kitni Ahadith yaad thi ?
200
2210
210
Q-18: Musalmano ke flag ka rang
Green
White
Black
Q-19: Woh kaunse Sahabi the jinki awaz achchi thi aur unhein azan ke liye appoint kiya gaya ?
Zaid R.A.
Bilal R.A.
Umar R.A.
Q-20: Woh kaun log the jinhone Aap (SAW) ke qatl ki sazish Hateem mein baithkar ki ?
Umaiyya bin Khalf aur Umair bin Wahib
Safwan bin Umayyah air Umair bin Wahib
Q-21: Badr mein musalmano ki tadad
320/321
313/317
300
Q-22: Ayesha R.A. ki rukhsati
9 years
6 years
13 years
Q-23: Ashabe Suffah
Sahabae haisiyat the
Raat ko ibadat karnewale aur din mein Allah ke Deen ke Sipahi
Bohot pareshan haal the
Q-24: Masjid-e-Nabawi mein ______ darwaze the
4
3
Q-25: Kya Masjid-e-Nabawi sirf ek masjid thi ?
Masjid ko sirf masjid hi rehne dena chahiye
Nahi balki ek university thi
Sirf mamaz ke waqt kholein
Q-26: Allah tala ne Badr mein kitne Farishton ke zariye madad ki ?
1000
2000
3000
Q-27: Aap (SAW) ne Abu Sufyan ke tijarati qafile ka qasad kiya
Q-28: Woh Sahabi jinhein sakht bhook lagi thi aur Allah ke Rasool(S.A.W) ne unhein aur Ashaab-e-Suffah ko invite kiya
Abu Huraira R.A.
Abdullah bin Masood R.A.
Aamir bin fuhaira R.A.
Q29: Kya musalman Ummat ko taaleem ki zarurat nahi ?
Nahi hai
Sirf zindagi mein ek dafa Qur'an padh lein kaafi hai
Zarurat hai
Q:30: Qaidiyon ke saath kya muamlah kiya gaya ?
Kisi se 1000 dirham
Kisi se 4000 dirham
Madinah ke 10-10 bachchon ko likhna sikha dein