Quran me ek sharai hukm ko doosre sharai hukm ki taraf muntaqil karna ko kya kaha jaata hai?
Badal
Nasaqh
Naqal
Nabi (s.a.w) ki shaan me gustaaqi karne walo ke liye kya ajar hai?
Dardnaak azaab hai
Khuli choot hai
Freedom of expression hai
Yahood Musa (as) se kya poochte the ?
Ahem sawalat
Ghair zaroori sawalat
Muqay ke mutabiq sawalat
Seedhi raah se bhatkane ki wajah kya banti hai ?
Ghair zaroori sawalat ki kasrat
Sawalat se bachna
Sawalata ke zariye ilm hasil karna
Allah ki masjidon mein Allah ke zikr ko rokne walo ko kya kaha gaya hai ?
Jabir
Zalim
Zaalim
Sabse bada zaalim
Nasrani aur Yahood ek dusre ko har chdurust kehte the har cheez me.
Sahi
Galath
Yahood aur nasarah hi sirf jannat me daaqil honge.
Unka ye yaqeen bas unki tamannah hai
Unko jannat me jaane se koi nahi rok saktha
Ye haq baat hai.
سَوَآءَ السَّبِيۡلِ ..ka lafzi tarjuma kya hai?
Seedha rastha
Allah ki raah me
Siwa e mushrikeen ke
وَلِلّٰهِ الۡمَشۡرِقُ وَالۡمَغۡرِبُ فَاَيۡنَمَا تُوَلُّوۡا فَثَمَّ وَجۡهُ اللّٰهِؕ اِنَّ اللّٰهَ وَاسِعٌ عَلِيۡمٌ.
Ye mansuqh ayat hai.
Galat
وَلَا خَوۡفٌ عَلَيۡهِمۡ وَلَا هُمۡ يَحۡزَنُوۡنَ Tarjuma kijiye
Aur na koi dar honga unpar aur na hi woh gamgeen honge
Ilm ki ziyadati aur Amal ki kami hongi
Khoufzada honge aur ghamzada honge