Q1. Mard aurton par qawaam (maintainer) hai. Yeh keh kar :-
Aurton par zimedari dali gai
Mardon par zimedari dali gai
Aurton ka darja kam kardiya gaya
Q2. Tayammum qaim maqaam (replacement) hai :-
Wodhu ka
Ghusl ka
Dono ka
Q3. Arab sharab ke aadi the isliye sharab ko haram qarar diya gaya :-
Sakhti se
Narmi se
Marhale waar (stepwise)
Q4. Faal lena :-
Jaiz hai
Shaitani kaam hai
Mushkil ke waqt liya jasakta hai
Q5. Hadith ke mutabiq "jismein amaanat nahi usmein ___________ nahi" :-
Deen
Insaaniyat
Rehm dil
Q6. Najwa - sargoshi (whisper) :-
Majlis ke usoloon ke khilaf hai
Dusron ke ijaazat se zaruratan ki jasakti
Dono jawab durust hai
Q7. Wo koun shaks hai jo qayamt ke din is haal mein ayga ke iska aadha dhad latka huwa hoga :-
Biwion ke darmiyan insaaf na karne wala
Ek se zyadah shadi karne wala
Namaz na padhne wala
Q8. Bhawein (eyebrows) banana :-
Napasandida hai
Allah ki takleeq mein tabdili karna hai
Q9. Qasr namaz padhi jaygi :-
Halat-e-jang mein aur halat-e-safr mein
Bimare ki halat mein
Q10. Ajizi ka izhaar hota hai aur mohabbat badhti hai :-
Kisi ki maddad karne se
Khana khilane se
Salaam karne se
Q11. Humay fauran kisi ke bare mein koi rai qaim karke fatwa nahi lagana chahiye. Iski daleel Surah-Annisa ki aayat ___________mein hai?
94
104
84
Q12. Agar koi shaks kisi kaahin (fortuneteller) ke pass jata hai toh iski kitni din ki namaz qubool nahi hoti ?
20 din
30 din
40 din