Q1. Isaiyon mein bigaad paida huwa. Nabi ka darja :-
Badhane ki wajah se
Kam karne ki wajah se
kabhi badhate kabhi kam karte
Q2. "Wadae" ke liye Quran mein mukhtalif alfaaz aye hai. "Aqd" ka lafz ma'ano ke aytebar se sab se :-
Behtareen hai
Halka hai
Bhaari hai
Q3. Sadqe mein bakra dena :-
Najaiz hai
Koi daleel maujood nahi
Mustahab hai
Q4. Surah Al-Maaida aayat 6 mein wudhu ka :-
Mukammal tareeqa bataya gaya hai
Faraiz bayan huwae hai
Tareeqa nahi bataya gaya
Q5. Surah Al-Maaida aayat 15 mein "noor" se murad :-
Nabi (s.a.w.s) hai
Quran hai
Dono hai
Q6. Surah Al-Maaida aayat 21 mein "muqadas sar zameen" se murad :-
Misr hai
Makkah Mukarrama aur nazideeki ilaqae
Palestine aur Shaam ke kuch ilaqae
Q7. Jab Musa (a.s) ne Allah ka hokum sunaya ke muqadas sar zameen mein dakhil hojao toh Yahud ne jawab diya :-
Hum zarur ladegein
Tum zarur ladho
Tum aur tumhara rabb lade
Q8. Kuffar par sakht hone se kya murad hai ?
Inse nafrat ki jaye
In se mua'amlaat mein sakhti barti jae
Deen ke mua'amle mein samjhota (compromise) nahi kiya jae
Q9. Burhaan ke ma'ane hai :-
Behais karke apni baat manwana
Faisla kun (final)
Be maqsad baat cheet
Q10. Surah Al-Maaida aayat 66 mein kaha gaya "har taraf se rehmat ke khazane khole jate hai". Jab :-
Namaz qaim ki jati hai
Kitab ke ahkaamaat maane jate hai
Nafli roze rakhe jate hai
Q11. Allah ke raste se rokne ki misaal :-
Hasad karna
Badi badi masjidein banana
Deen walon ka mazaq udana
Q12. Surah Al-Maaida aayat 82 mein "musalmano se dosti mein qareeb hai" :-
Yahud
Nasaara
Mushrikeen