Q1. Nabi (s.a.w.s) ke zimma :-
Hidaayat dena hai
Amal karwana hai
Pahoncha dena hai
Q2. Mushrikeen ke butoon (eg.idols) ko bura bhala kehna :-
Zaruri hai take wo unse bezar ho
Mana hai
Koi harj nahi
Q3. Baaz log Allah ka taqarub hasil karne ke liye apne upar beja pabandiya lagalete hai. Is tarah wo :-
Hallal ko haram qarar dete hai
Haram ko hallal qarar dete hai
Haram ko haram qarar dete hai
Q4. Jinko haqq ki talab hoti hai, Allah unko :-
Dunya mein mushkilaat se mehfuz rakhta hai
Haqq ka rasta dikhata hai
Dono jawab durust hai
Q5. Ibrahim (a.s) ki haqq ki jostajo (search) ka samr is tarah diya Allah ne :-
Unke walid ko hidaayat di
Unki qaum ko hidaayat di
Unki nasloon mein nubuwat ata ki
Q6. Yaksu (focused) ka matlab hai :-
Allah ki taraf mutawaja (attentive) rehna
Allah ki ina'amaat ka mustahiq hona
Hikmat se kam lena
Q7. Quran ki khaas baat hai ke :-
Pichli kitabon ka inkaar karta hai
Pichli kitabon ki tasdeeq karta hai
Pichli kitabon ke ahkaamaat ko mansoq karta hai
Q8. Allah ki aayat ka mazaq udaya jaraha ho toh :-
Kisi bhi tarah logon ko chup karwaya jae
Inse behais ki jae
Wahan se uth jana chahiye
Q9. Allah ke "qanoon-e-istedraaj" ka matlab hai ke :-
Allah ki nafarmanion ke bawajud ina'amaat ki barish hona
Tauba ki tawfeeq milna
Gunahon par pakad liye jana
Q10. Mushkil ke waqt mushrikeen kisko pukarte the ?
Allah ko
Apne butoon (eg.idols) ko
Apne sardaron ko
Q11. Hume usol diya gaya hai. "jis cheez ki badi miqdaar haram hai uski ma'amuli miqdaar _______________ hai":-
Haram
Hallal
Makrooh
Q12. Hadith mein aaya hai jisne kabatullah ki qasm khai usne kya kiya ?
Shirk
Gunah
Ghalat