Q1. Zameen aur asmaan pehle kaise the ?
Door door (distant)
Baham jude huwe the (together)
Qareeb qareeb (near)
Q2. Kuffar-e-Makkah ko kis lafz par aiteraz tha ?
Allah
Rahman
Nabi
Q3. Har zinda cheez ko kis se paida kiya gaya hai ?
Mitti
Pani
Hawa
Q4. Mushrikeen puchte the ke qayamat kab qaim hogi ? kyun ?
Take ache amal kare
Qayamat ke qaim hone ka yaqeen na tha
Justaju (curiosity) ki wajah se
Q5. “Hum zameen ko iske kinare se ghatate jaarahe hai” isse kya murad hai ?
Kufr ka khatma horaha hai
Islam pehl raha hai
Dono jawabat durust hai
Q6. Taurat roshni aur hidayat ka zariya thi. Kin logon ke liye ?
Musa (a.s) ke liye
Bani Israel ke anbiya ke liye
Tamam muttaqion ke liye
Q7. Ibrahim (a.s) ne apni qaum ko samjhane ke liye unke budd tod dale. Ye unki kis khoobi ke taraf ishara hai ?
Firaasat aur hikmat
Nubuwat
Butparasti (idol worshiper) se nafrat
Q8. Kis sahabi ke bare mein Nabi (s.a.w.s) ne farmaya ke unko lehn-e-Dawoodi mein se ek hissa mila hai ?
Abu Musa Ash’ari (r.a)
Mu’aaz bin Jabl (r.a)
Bilal Habshi (r.a)
Q9. Yunus (a.s) ne jo dua machli ke pait mein padhi thi isko sawa lakh dafa padhna kaisa hai ?
Duaon ke qubooliat ke liye behtareen amal hai
Masnoon tareeqa hai
Biddat hai
Q10. Jannat ke liye kam se kam zarurat (minimum requirement) kya hai ?
Amal-e-saleh
Imaan
Imaan aur Amal-e-saleh
Q11. Namaz toh awwal waqt mein afzal hai. Hajj ke bare mein aap kya samjhte hai ?
Jald se jald is farize ko aada kare
Apni zimedariya aada karne ke baad hajj kare
Maqbool hajj tamam buraion ko mita deta hai isliye budhape mein aada karna behtar hai
Q12. Ayyam-e-Nahr mein Allah ko pasandida amal janvaron ka khoon bahana hai. Ye kounse din hai ?
9,10,11 dhul hijjah
10,11,12 dhul hijjah
11,12,13 dhul hijjah
Q13. Surah Al-Hajj ka aghaaz kis baat se kiya gaya hai ?
Qayamat ki haulnaki
Jahannam ka azaab
Hajj ki farziyat
Q14. Kis nabi ki taabe pahad aur parinde the jo un ke sath Allah ki tasbeeh bayan karte the ?
Sulaiman (a.s)
Dawood (a.s)
Ayyub (a.s)
Q15. Sulaiman (a.s) Dawood (a.s) ke bete hai. Khet (jis mein bakriya chr gai thi) ke bare mein kis ka faisla behtar tha ?
Dono ne ek hi faisla diya