Q1. Imaan ke sath kya cheez duaon ki qubuliat ka bais hai ?
Logon se dua ki darkhawsat karna
Gid gida kar mangna
Naik amal ki kasrat
Q2. “Ummul Qura” kis shehr ko kaha gaya hai ?
Baghdaad
Madina
Makkah
Q3. Tamam anbiya ka deen aik hi tha. Farq kis mein tha ?
Rasm wa riwaj
Shariyat
Bunyadi aqaid
Q4. Agar Allah sub bandon ki rozi faraagh karde toh kya hoga ?
Zameen mein fasad
Log mehnat karna chod deynge
Q5. Surah Shuraa mein momin ki khas sifat batai gai hai. Jis wajah se is surah ka naam bhi rakha gaya hai ?
Affw darguzar se kaam lete hai
Namaz qaim karte hai
Apas mein mashwara karte hai
Q6. Ghusse ke waqt affw darguzar se kaam lene se kya murad hai ?
Ghusse mein kam hi ate hai
Ghusse mein ate hi nahi
Affw darguzar unki tabiyat ka hissa hai
Q7. Zyadati ka kitna badla liya jasakta hai ?
Jitna aap ke akhtiyar mein ho
Jitni zyadati hui ho
Badha kar liya jasakta hai take aynda zyadati ki himmat na ho
Q8. Surah Shuraa mein sabar karne aur maaf kardene ko kaisa kaam bataya gaya hai ?
Sub se acha kaam
Naik kaam
Himmat ka kaam
Q9. Allah ki nazr mein dunya ki koi wuqqat nahi. Agar Allah chahta toh kafiron ke ghar kis tarah ke bana deta ?
Sone chandi ke
Aaram da, khubsoorat
Mazboot
Q10. Allah betion aur beton ko dene ka akhtiyar rakhta hai. Is mamle mein humara rawiya kya hai ?
Har haal mein Allah ka shukr ada karte hai
Beton ko behtar samjhte hai
Betion se zyada mohabbat karte hai
Q11. Ladhkiya zewarat mein paali jati hai. Isse kya murad hai ?
Banao singhaar par tawajju deti hai
Mardon ke muqable mein jismani aur nafsiati taur par kamzor hoti hai
Zewarat pasand karti hai
Q12. Laylatul Qadr babarkat kyun hai ?
Ismein Quran ka nuzool huwa
Ismein ibaadat ka bahut ajr hai
Dono jawabat durust hai
Q13. Laylatul Qadr ko dondhne ka hukum mila hai. Kab dhonda jaega ?
Ramadan ke mahine mein
Ramadan ke akhiri ashre ki taaq raaton mein
27 Ramadan mein
Q14. Kis raat mien sare saal ke hone wale waqiaat ka faisla kiya jata hai ?
Shab-e-Barat
Shab-e-Qadr
Q15. Dukhan (dhuwe) se kya murad hai ?
Qurbe qayamat ki aik nishani hai
Mushrikeen-e-Makkah ko qahed ke azaab mein mubtala kiya gaya tha
Q16. Surah Jasiya mein bataya gaya hai ke har ummat qayamat ki haulnaki dekh kar kya karegi ?
Roye gi
Baghne ki koshish karegi
Ghutnao ke bal gir jaegi