Zul hajj k pehly dino main rozay rakhna
Afzal hay
Farz hay
Gunah hay
Murday ko qabar main sab say zyada khushi lawahiqeen ka konsa amal pohunchnay say hoti hay
Sadqa
Khyrat
Duaa
9 zul hajj ka roza guzishta 2 salon k gunahon ka kaffara hota hay
Jo loog qurbani na ker sakain per nakun aur baal eid ki namaz k baad aa ker katwayen to unko
Koi sawab nahi milta
Qurbani say 7 guna zyada sawab milta hay
Qurbani ka sawab milta hay
Qurbani ka khoon haqeeqatan Allah ko pohunchta hay
Qurbani k janwar ki omer kam az kam
4 saal
2 saal
1 saal
Wo konsay sahabi thy jo bazar main nikal ker raston main taqberat parhty thy
Hazrat omer aur hazrab abu bakar
Hazrat ibn e omer aur hazrat abu huraira
Hazrat abu huraira aur hazrat omer
Qurbani ki niyyat dil main ker lena kafi hay
Qurbani k gosht ko teen hison main taqseem kerna
Nafal hay
Qurbani k janwar ki khaal ya dosry hison ko batoor e mouawza dya ja sakta hay