Q1. Nabi (s.a.w.s) ne ek dafa u'zr ke waqt namaz ada ki, wo kounsi namaz thi ?
Fajr
Zuhr
Isha'a
Q2. Namaz ke baad "isteghfaar" kehna chahiye. ( استغفر الله )
3 baar
7 baar
70 baar
Q3. Nabi (s.a.w.s) ne ye dua kis sahabi ko padhne ki takeed farmai. "Aye mere rabb mujhe apna zikr, shukr aur behtareen ibaadat karne ki taufeeq ata farma"
Saad Bin Abi Waqqas (r.a)
Sulaiman Farsi (r.a)
Mua'az Bin Jabal (r.a)
Q4. Namaz ke baad ke azkaar padhne ke liye janemaaz par baitna:-
Zaruri hai
Zaruri nahi hai
Shart hai
Q5. Muawazatain kya hai ?
Surah Al-Falaq & Surah Al-Ikhlaas
Surah An-Naas & Surah Al-Ikhlaas
Surah Al-Falaq & Surah An-Naas
Q6. Namaz ke baad ke azkaar-e-masnoon na padhne wale :-
Ki namaz qubool nahi ki jati
Bahut se ajr se mehrum hojata hai
Dono jawabaat durust hai
Q7. Har farz namaz ke baad _________________________ padhne wale ko maut ke siwa koi cheez Jannat mein jane se nahi rouk sakti.
Kalme Shahaddat
Kalme Tawheed
Aytal Kursi
Q8. Allah ne Ehsan qarar diya :-
Kainaat ki takleeq karna
Bayaan ki quwaat dena
Nabi (s.a.w.s) ko mab'us karna
Q9. Namaz mein Allah ke khauf se rona :-
Makruh hai
Pasandida nahi hai
Jaiz hai
Q10. Dauran-e-namaz takleef ke bais kisi cheez se taik lagana kaisa hai ?
Sahih hai
Ghalat hai
Q11. Namaz ke dauran mauzi janwar ko mara jasakta ?
Jee haan
Jee nahi
Makruh amal hai
Q12. Namaz mein kisi zarurat ke pesh ane par :-
Mardon ko "Subhan Allah" kehna chahiye
Aurton ko "Subhan Allah" kehna chahiye
Mardon aur aurton ko thali Baja kar itelah deni chahiye
Q13. Dauran-e-namaz bache ko uthane se namaz toot jati hai ?
Sahih
Ghalat
Makruh hojati hai
Q14. Khinzab kis shaitan ka naam hai ?
Jo namaz ke dauran khalal dalta hai
Jo miya biwi mein ladai karwata hai
Jadu mein maddad karta hai
Q15. Nabi (s.a.w.s) namaz ke baad takbeer kehte.
Halki awaaz mein
Buland awaaz se
Kabhi halki aur kabhi buland awaaz se
Q16. Nabi (s.a.w.s) ne jhute pehn kar kabhi namaz ada nahi farmai.
Kisi ne dekha nahi
Q17. 33 ,33, dafa "Subhan Allah", "Alhamdulilah", "Allahu Akbar" aur phir kalme tawheed padhne wale ke gunah maaf kardiye jate hai.
Ek namaz se dusri namaz ke darmiyan kiye gae gunah
Pure din mein kiye gae gunah
Samandar ke jhaag barabar peechle gunah
Q18. Sajde ki jagah se kankar hatae jasakte hai :-
Ek baar kiya jasakta hai
Q19. Maaldaar sahabi :-
Bilaal (r.a)
Abu Zar Ghaffari (r.a)
Abdur Rahman Bin Awf (r.a)
Q20. Shaitan ke waswase se bachne ke liye dauran-e-namaz ta'awuz padhna kaisa amal hai ?
Namaz shuru karte waqt padh lena kafi hai