Asiya  Abdul Raoof
Quiz por , criado more than 1 year ago

The fundamentals of FASTING

2265
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Criado por Asiya Abdul Raoof aproximadamente 8 anos atrás
Fechar

ROZON KE MASAEEL {TEST-7}

Questão 1 de 15

1

Q1. Rasool (s.a.w.s) ne jis saal wafat pai, us saal kitne din ka itekaaf farmaya ?

Selecione uma das seguintes:

  • 10

  • 15

  • 20

Explicação

Questão 2 de 15

1

Q2. Itekaaf sunnat-e-muakidah kifaya hai. Kifaya se kya murad hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Mard aur aurat dono ko ada karna zaruri hai

  • Mohalle ya shaher mein chand log karle toh sub ki taraf se ada hojata hai

  • Kamaz kam 1/3 musalmano ko karna zaruri hai

Explicação

Questão 3 de 15

1

Q3. Itekaaf kab shuru karna masnoon hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Isha ki namaz ke baad

  • Maghrib ki namaz ke baad

  • Fajr ki namaz ke baad

Explicação

Questão 4 de 15

1

Q4. Nafli itekaaf ke liye jitney din maisar ho utne dino ka itekaaf karlena chahiye ?

Selecione uma das seguintes:

  • Jee haan

  • Jee nahi

  • Itekaaf 10 din ka hi hota hai

Explicação

Questão 5 de 15

1

Q5. Halat-e-itekaaf mein janaze mein shareek huwa jasakta hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Jee nahi

  • Jee haan

  • Koi harj nahi

Explicação

Questão 6 de 15

1

Q6. Laylatul Qadr kab talash karni chahiye ?

Selecione uma das seguintes:

  • 27 Ramadan ki raat ko

  • 25-29 Ramadan ki raaton ko

  • 21-23-25-26-27-29 Ramadan ki raaton ko

Explicação

Questão 7 de 15

1

Q7. Ramadan ke akhiri ashre ko kis tarah guzarna chahiye ?

Selecione uma das seguintes:

  • Bahut zyada ibaddat karni chahiye

  • Ahel wa ayaal ko ibaddat ke liye ubharna chahiye

  • Dono jawabat durust hai

Explicação

Questão 8 de 15

1

Q8. Laylatul Qadr ki khususi dua Rasool (s.a.w.s) ne kisko sikhai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Ayesha (r.a)

  • Safiya (r.a)

  • Khadeeja (r.a)

Explicação

Questão 9 de 15

1

Q9. Mard gharon mein itekaaf karsakte hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Jee haan

  • Koi harj nahi

  • Masjid hi mein karna chahiye

Explicação

Questão 10 de 15

1

Q10. Aakif ko عاكف

Selecione uma das seguintes:

  • Roze rakhna zaruri hai

  • Roze rakhna zaruri nahi

  • Roze ki rukhsat hai

Explicação

Questão 11 de 15

1

Q11. Sadqa Fitr kis tarah dena afzal hai :-

Selecione uma das seguintes:

  • Rupyo ki surat mein

  • Ghalle ki surat mein

  • Paka kar khane ki surat mein

Explicação

Questão 12 de 15

1

Q12. Sadqe Fitr ada karne ka sahih waqt kya hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Akhiri roza iftaar karne ke baad

  • Eid ke 1 ya 2 din pehle ada kiya jasakta hai

  • Dono jawabat durust hai

Explicação

Questão 13 de 15

1

Q13. Sadqe Fitr ada karna :-

Selecione uma das seguintes:

  • Farz hai

  • Sunnat Muakidah hai

  • Mustahab hai

Explicação

Questão 14 de 15

1

Q14. Sadqe Fitr ka maqsad kya hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Muashre mein khush hali phaile

  • Roze mein hone wale gunaho se paak hona

  • Dono jawabat durust hai

Explicação

Questão 15 de 15

1

Q15. Humare muashre mein Shabe Barat aur Shabe Meraj ko ahmiyat dene ki wajah se :-

Selecione uma das seguintes:

  • Laylatul Qadr ki fazeelat mein kami kardi jati hai

  • Laylatul Qadr ki fazeelat badha di jati hai

  • Ye dono raate bhi bahut fazeelat wali hai

Explicação