Q1. _________________________ ka Nabi (saws) per durood bhejne ka matlab rehmat nazil karna hai.
Allah
Farishto
Musalmano
Q2. Durood _________________ per bhejna chahiye ?
Tamam auliya
Sirf anbiya
Tamam momineen
Q3. _________________ martaba durood padhne se Allah 10 rehmate nazil farmate hai :-
1
3
10
Q4. Kis cheez ki kasrat qayamat ke din rasool (saws) ki qurbat ka bais hogi ?
Isteghfar
Durood
Tasbeeh
Q5. Kya baat rasool (saws) ki sifarish ka bais banegi ?
Durood bhejna
Jannat mein buland darje ki dua
Dono jawab durust hai
Q6. Kis sahabi ko rasool (saws) ne farmaya "tumhae Ilm mubarak ho" :-
Ubay Bin Kaab (ra)
Kaab Bin Malik (ra)
Umar Bin Khattab (ra)
Q7. Sahabi ne dua ke waqt mein se kitne waqt ko durood ke liye waqf karne ka faisla kiya ?
1/3 waqt
2/3 waqt
Pura waqt
Q8. Rasool (saws) ne taweel sajda kis liye farmaya ?
Namaz ki fazeelat jaankar
Roze ki fazeelat jaankar
Durood ki fazeelat jaankar
Q9. Abdur Rahman Bin Awf (ra) ke bare mein aap kua jaante hai ?
Maaldar sahabi
Miskeen sahabi
Nabina sahabi
Q10. Kitni dafa subah sham durood padhne wale ki shafaat rasool (saws) farmaege ?
Kam az kam 1 bar
Kam az kam 10 bar
Kam az kam 100 bar
Q11. Durood ke fawaid :-
Qubooliyat dua
Buland darjaat
Q12. Jo Nabi (saws) ka isme mubarak sunne ke baad durood na padhe uske liye rasool (saws) ne :-
Bad dua farmai
Hidayat ki dua farmai
Rehmat ki dua farmai
Q13. Kin per halakat ho ?
Jo rasool (saws) ka isme mubarak sunkar durood na padhe
Jo Ramadan ke roze rakh kar apni bakshish na karwae
Q14. Bakhil tareen koun hai ?
Durood na bhejne wala
Namaz na padhne wala
Roza na rakhne wala
Q15. Jis dua se qabl durood ne padha jae :-
Wo dua aadhi qubool hoti hai
Wo dua qubool nahi hoti
Wo dua der se qubool hoti hai