Q1. Durood ke alfaaz _______________________ se sabit hai :-
Hadeeth
Aasr
Quran
Q2. Durood Tanjina, Maqqadas, Tajj, Laky aur Akbar :-
Sunnat se sabit hai (masnoon)
Sunnat se sabit nahi (ghair masnoon)
Bais ajr azeem hai
Q3. Namaz-e-Janazah mein durood kab padha jata hai ?
Pehli takbeer ke baad
Doosri takbeer ke baad
Teesri takbeer ke baad
Q4. "Muhammad" ka matlab kya hai ?
Jiski musalsal tareef ki gai ho
Bahut farmabardar
Tareef karne wala
Q5. صلي ka ek matlab ye bhi hai :-
Tareef karna
Dua karna
Izzat dena
Q6. "Humne apka zikr buland kiya" Ye Allah ne Quran mein kis ke liye farmaya hai ?
Muhammad (saws)
Ibrahim (as)
Dono jawabat durust hai
Q7. Ahle Bayt :-
Muhammad (saws) ke manne wale (sache momin)
Muhammad (saws) ke ghar wale
Dono jawab durust hai
Q8. Barkat ka kya m'ana hai ?
Niamaton ka milna
Niamaton ka mazid izafa hona
Niamaton ka shukr ada karna
Q9. "حميد" ka matlab kya hai ?
Jo hamd kare
Jiski hamd ki jae
Jo neek ho
Q10. "مجيد" ka kya matlab hai ?
Izzat wala
Sub se a'la
Rizq dene wala
Q11. Waseelah se aap kya samjhte hai ?
Allah ka qurb talash karna
Muhammad (saws) ka qurb pana
Musalmano ka ek dusre ke qareeb hona
Q12. حميد مجيد ki sifat se hume kya sikhne ko milta hai ?
Direct Allah se dua ki jae
Waseelah neek logon ke zariye hasil kiya jae
Nabi (saws) ko waseelah bana kar dua mangi jae
Q13. Rasool (saws) ne kis din kasrat se durood bhejne ka hokum diya ?
Friday
Monday
Thursday
Q14. Azaan ke baad ki dua mein "waseelah" kis muqam ke liye aya hai ?
Maqame Mehmood
Sidratul muntaha
Jannat mawa
Q15. Rawdah Mubarak ki ziyarat ki niyat se jana :-
Bais ajr wa sawab hai
Durust nahi hai
Koi harj nahi