Quran mein qisse kis liye bayan kiye gaye hain?
Sirf kahani ke taur par
Take us se sabaq seekhein , ibrat hasil karein
only entertainment
Qissah ke mani kiya hain?
kahani story
footsteps follow karna
kahawat
Quran mein positive mani mein kaunsa lafz istemal kiya gaya hai?
story
Qasas
Asateer
Quran mein qissah ibrat ke liye bayan kiye gaye hain. Ibrat ke mani?
Aap kisi cheez se guzar kar, cross kargaye uske bad faeda hasil kare
Uboor karna, pul/bridge ko bhi kehte hain.
A and B
Quran ke waqiat qissa kis liye ban gaye hain?
Take aap SalaLLAHUALYHIWASALLAM ka dil mazboot ho
Aap S jab pehle nabiyyon ke waqiat sunein toh unhein himmat ho
Quran mein qissah is liye bhi bayan kiye gaye hain
take Aap S ki sadaqat par daleel ho ke aap S sache hain
sirf padhne padhane aur sunne sunane ke liye
Ramdan mein hamara taluq quran se kaisa ho
sirf tilawat
tilawat aur samajhna
tilawat aur samjhna aur amal karne ki niyyat
Quran ke stories se hamein yeh bat pata chalti hai ke
uswaqt ke kiya halat the
rasoolon ke jhutlane walon ka kiya anjam huwa
Aaj ham apne schools mein ya bachon ko kistarah quran se qareeb karsakte hain?
sirf tilawat karwake
ya sirf tarjuma se
qurani waqiat se unke andar dilchaspi paida ki jasakti hai take woh quran se qareeb hon
Ham apna jaizah len ke ham Quran ko kistarah padhte hain?
sirf barakah ke liye
sirf 10 nekiyan hasil karte hain
Quran se hikmat aur danai, ikhlaq, sabaq hasil karne ke liye