Seerate Sahaba {TEST-2}

Descrição

Inspirational history of Sahaba
Asiya  Abdul Raoof
Quiz por Asiya Abdul Raoof, atualizado more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Criado por Asiya Abdul Raoof aproximadamente 7 anos atrás
312
0

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Q1. Abdullah Bin Abbas (ra) ki walda ka naam batae :-
Responda
  • Lubaba Kubra
  • Asma
  • Maimona

Questão 2

Questão
Q2. Ibn Abbas ki paidaish kab hui ?
Responda
  • Hijrat Madina ke waqt
  • Shebe Abi Talib ke dauran
  • Baisat Rasool (saws) ke waqt

Questão 3

Questão
Q3. Abdullah Bin Abbas (ra) kitne saal ki umr mein Madina tashreef lae ?
Responda
  • 5
  • 10
  • 20

Questão 4

Questão
Q4. Abdullah Bin Abbas (ra) ki khala ka naam batae jo ummahat ul momineen mein se hai ?
Responda
  • Umme Salma (ra)
  • Maimona (ra)
  • Umme Habibah (ra)

Questão 5

Questão
Q5. Abdullah Bin Abbas (ra) ko kitne saal Rasool (saws) ke qurb mein guzarne ka mauqa mila ?
Responda
  • 3 saal
  • 1 saal
  • 2 saal

Questão 6

Questão
Q6. Rasool (saws) ne ye jumla kiske bare mein irshad farmaya "هذا شيخ القريش"
Responda
  • Abdullah Bin Umar (ra)
  • Abdullah Bin Zubair (ra)
  • Abdullah Bin Abbas (ra)

Questão 7

Questão
Q7. Abdullah Bin Abbas (ra) ka khitab :-
Responda
  • Habr Ul Ummah
  • Habr Ul Islam
  • Habr Ul Quran

Questão 8

Questão
Q8. Abdullah Bin Abbas (ra) ko Rasool (saws) ke saath ghar per tahajud padhne ke mauqa mila. Unho ne tahajud ke liye uthte waqt kis surah ki akhiri 10 ayat padhne ki hadeeth riwayat ki hai ?
Responda
  • Surah Al Baqarah
  • Surah Al Mulk
  • Surah Ale Imran

Questão 9

Questão
Q9. Rasool (saws) ne kounsa jumla Abdullah Bin Abbas (ra) ke liye farmaya ?
Responda
  • Aye Allah ! Usey din ki samjh ata farma aur usey tafseer sikha
  • Aye Allah ! Usey sabr ata kar
  • Aye Allah ! Usey sehat ata kar

Questão 10

Questão
Q10. Abdullah Bin Abbas (ra) ka jumla kya hai jo hadeeth ki dunya mein bahut mashoor huwa ?
Responda
  • Ilm ko sikhne ke liye aya jata hai, ilm humare darwaze per nahi ata
  • Ilm hasil karo chahiye Chin bhi jana padhe
  • Ilm walon ko apne paas bulao take ilm sikh sako

Questão 11

Questão
Q11. Abdullah Bin Abbas (ra) ka ek aur laqb :-
Responda
  • Tarjuman Ul Quran
  • Tarjuman Ul Islam
  • Tarjuman Ul Imaan

Questão 12

Questão
Q12. Umar (ra) ne Abdullah Bin Abbas (ra) ko majlis ash shura ka member kis umr mein banaya jisper logon ne kam umr ka ayteraz kiya ?
Responda
  • 17 saal
  • 19 saal
  • 21 saal

Questão 13

Questão
Q13. Bachpan mein Abdullah Bin Abbas (ra) ne apne dost ko kaha ke "chalo sahaba ikhram se hadeeth sunte hai" toh unke dost ne kaha ke 'abhi toh bahut waqt hai, hum baad mein sunlenge, abhi khelte hai'. Usper unho ne kya kaha ?
Responda
  • Thodi der khel kar chalte hai
  • Mein ne usey choda aur khud hadeeth ke ilm ke liye nikal gaya
  • Chalo khelte hai

Questão 14

Questão
Q14. Abdullah Bin Abbas (ra) safr mein kounse roze rakhte ?
Responda
  • Ramadan ke
  • Ashoora aur Arafah ka
  • Jumerat aur Peer ka

Questão 15

Questão
Q15. Abdullah Bin Abbas (ra) ka inteqal kis jagh huwa ?
Responda
  • Taif
  • Madina
  • Makkah

Semelhante

Weimar Revision
Tom Mitchell
Hitler and the Nazi Party (1919-23)
Adam Collinge
History of Medicine: Ancient Ideas
James McConnell
GCSE History – Social Impact of the Nazi State in 1945
Ben C
Conferences of the Cold War
Alina A
Bay of Pigs Invasion : April 1961
Alina A
The Berlin Crisis
Alina A
Using GoConqr to study History
Sarah Egan
Germany 1918-39
Cam Burke
History- Medicine through time key figures
gemma.bell
The Weimar Republic, 1919-1929
shann.w