DAUR-E-QURAN juz 12

Descrição

Brief interpretation of the QURAN
Asiya  Abdul Raoof
Quiz por Asiya Abdul Raoof, atualizado more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Criado por Asiya Abdul Raoof mais de 9 anos atrás
109
1

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Q1. Surah Hood mein kis ka zikr aaya hai ?
Responda
  • Hazrat Hood (a.s)
  • Hazrat Ibrahim (a.s)
  • Bahut se anbiya (a.s) ka

Questão 2

Questão
Q2. Samud ki taraf kis nabi ko bheja gaya ?
Responda
  • Saleh (a.s)
  • Hood (a.s)
  • Shuaib (a.s)

Questão 3

Questão
Q3. Aam taur par jab insaan ko kisi mushkil ke baad koi ni’amat milti hai toh uska rawaiya kya hota hai ?
Responda
  • Allah ka shukr adaa karta hai
  • Dusron ki madad karta hai
  • Apni mehnat aur aqal se hasil ki hui samjhta hai

Questão 4

Questão
Q4. Kin logon ki suhbat faida mand hoti hai ?
Responda
  • Neek logon ki
  • Mohallay walon ki
  • Ghar walon ki

Questão 5

Questão
Q5. Humesha imaan lane mein jaldi koun karta hai aur kyun ?
Responda
  • Qaum ke elites , taaqat ki wajah se
  • Pisa huwa tabqah , ajizi ki wajah se
  • Talibe ilm , ilm ki wajah se

Questão 6

Questão
Q6. Allah ke taraf se ootni (she camel) nishani ke taur par kis qaum ko di gai thi ?
Responda
  • Qaum-e-Aad
  • Qaum-e-Samud
  • Ahle Madyan

Questão 7

Questão
Q7. Musa (a.s) ko kitne mu’ajze diye gae the ?
Responda
  • 9
  • 8
  • 7

Questão 8

Questão
Q8. Kis nabi ki qaum naap taol mein kami karti thi ?
Responda
  • Shuaib (a.s)
  • Saleh (a.s)
  • Hood (a.s)

Questão 9

Questão
Q9. Jab farishte nawjawaan ladkon ki shakl mein Loot (a.s) ke paas aaye toh Loot (a.s) ne apni qaum ki taraf se kis baat ka dar mehsus kiya ?
Responda
  • Wo unhe qatal kardeyge
  • Wo apni betiyon ki shadi unse karne ki zid kareyge
  • Wo badkaar log the

Questão 10

Questão
Q10. Quran mein Yusuf (a.s) ke qisse ko sub qisson mein kaisa qissa farmaya gaya hai ?
Responda
  • Behtarin qissa
  • Sacha qissa
  • Ajeeb qissa

Questão 11

Questão
Q11. Yusuf (a.s) ne apne liye qaid khud chuni. Iski wajah kya thi ?
Responda
  • Take gunah se bach sake
  • Take aziz-e-misr ki pareshani dur hojae
  • Take jail mein tabligh kar sake

Questão 12

Questão
Q12. Aurtey aam taur par kab laghwiaat aur badnaami ke qise (scandals) par discussions karti hai ?
Responda
  • Har waqt
  • Chai ki dawaton mein (coffee parties)
  • Ilm ki majlison mein

Semelhante

Religious Expression
Dhanil Capil
Major World Religions-Islam
Caoimhe O'Connell
AP World History Chapter 7
matthewchand12
DAUR-E-QURAN juz 1
Asiya Abdul Raoof
Surah al-Fatihah | Word Analysis | Day 1
Al Huda Canada
DAUR-E-QURAN juz 30
Asiya Abdul Raoof
Surah al-Abasa Quiz
Al Huda Canada
daur-e-quran
Asiya Abdul Raoof
Surah al-Naba Quiz
Al Huda Canada
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-2}
Asiya Abdul Raoof