DAUR-E-QURAN juz 16

Descrição

Brief interpretation of the QURAN
Asiya  Abdul Raoof
Quiz por Asiya Abdul Raoof, atualizado more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Criado por Asiya Abdul Raoof aproximadamente 9 anos atrás
96
0

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Q1. Musa (a.s) aur Khidr (a.s) ke waqiae mein ilm hasil karne ka kounsa aadab wazeh dikhai deta hai ?
Responda
  • Ilm hasil karne ke liye safar zaruri hai
  • Ilm hasil karne ke liye sabar zaruri hai
  • Ilm hasil karne ke liye kasrat-e-sawaal kiye jae

Questão 2

Questão
Q2. Asbaab ki perwi se kya murad hai ?
Responda
  • Ni’amaton ka zikr karna
  • Ni’amate paakar khush hona
  • Ni’amaton ka br waqt behtareen istemaal karna

Questão 3

Questão
Q3. Zul Qarnain ka kirdaar kaisa dikhai deta hai ?
Responda
  • Imaan wala, zaheen, farmabrdaar, shukrguzaar
  • Insaan ki bhalai ke kaam karne wale halake momin na tha
  • Dur ka safar karne wale take apni hukomat ka dairah badha sake

Questão 4

Questão
Q4. Zul Qarnain ne dewaar banana ke liye qaum se kis qism ki maddad chahi ?
Responda
  • Paison ka intezaam kar diya jae
  • Kaam karne ke liye log agae aye
  • Dewaar paakhi karne ke liye tanbe ka intezaam kar diya

Questão 5

Questão
Q5. Science aur technology mein aage badhna zaruri hai. Kis waqie se pata chalta hai ?
Responda
  • Zul Qarnain ke
  • Kidhr (a.s)
  • Ashaab Al-Kahf

Questão 6

Questão
Q6. Surah Al-Kahf ka shaan-e-nuzool kya hai ?
Responda
  • Sabq aamuz waqiat sunana
  • Tareekhi waqiat sunana
  • Kuffar-e-Makkah ke puche gae sawalon ke jawab dena take Nabi (s.a.w.s) ki nubuwat sabith hojae

Questão 7

Questão
Q7. Isa (a.s) ki paidaish ke bare mein humara kya aqeeda hona chahiye ?
Responda
  • Allah ke kalmia “كن” (ho ja) se mu’ajzana taur par bagair baap ke paida huwe
  • Baghair haml ke paida huwe
  • Dono jawab durust hai

Questão 8

Questão
Q8. Kis nabi ka naam Allah (s.w.t) ne kud bataya ?
Responda
  • Isa (a.s)
  • Zakariya (a.s)
  • Yahya (a.s)

Questão 9

Questão
Q9. Maryam (a.s) ki sakht azmaish ke baad kya ghair mamuli (unique) ni’amat aata ki ?
Responda
  • Aulaad ki ni’amat
  • Aurton par fazeelat
  • Sabar aur shukr ki daulat

Questão 10

Questão
Q10. Surah Ta-Ha ki tilaawat sun kar koun se sahabi imaan lae ?
Responda
  • Ali (r.a)
  • Umar (r.a)
  • Bilaal (r.a)

Questão 11

Questão
Q11. Isa (a.s) ko ghiar ma’muli (extra ordinary) mu’ajzaat diye gae. Isayion ne is ko kis tarah liya ?
Responda
  • Wo momin aur mutaqi bangae
  • Isa (a.s) ko afzal anbiya qarar diya
  • Allah ka beta keh kar inki ibaddat shuru kardi

Questão 12

Questão
Q12. Mu’ajza dekh kar jadugar imaan lae magar Fir’aun na laya. Ye kis baat ki taraf ishara hai ?
Responda
  • Fir’aun manna hi na chahta tha
  • Fir’aun bada zalim tha
  • Jadugar pehle se imaan wale the

Questão 13

Questão
Q13. Iblees ka sajda na karna kis wajah se the ?
Responda
  • Allah par yaqeen na tha
  • Aakhirat par yaqeen na tha
  • Apne aapko Adam (a.s) se behtar samjhne ki wajah se

Questão 14

Questão
Q14. Khashti mein surakh (hole) karne ka kya maqsad tha ?
Responda
  • Khashti ko zalim badshah se bachane ke liye
  • Khashti ke malikon ko saza dena
  • Ahle-e-khashti ko gunaho ke sabab duba diya jae

Semelhante

Religious Expression
Dhanil Capil
Major World Religions-Islam
Caoimhe O'Connell
AP World History Chapter 7
matthewchand12
DAUR-E-QURAN juz 1
Asiya Abdul Raoof
Surah al-Fatihah | Word Analysis | Day 1
Al Huda Canada
DAUR-E-QURAN juz 30
Asiya Abdul Raoof
Surah al-Abasa Quiz
Al Huda Canada
DAUR-E-QURAN juz 12
Asiya Abdul Raoof
Surah al-Naba Quiz
Al Huda Canada
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-2}
Asiya Abdul Raoof