DAUR-E-QURAN juz 30

Descrição

Brief interpretation of the QURAN
Asiya  Abdul Raoof
Quiz por Asiya Abdul Raoof, atualizado more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Criado por Asiya Abdul Raoof aproximadamente 9 anos atrás
212
0

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Q1. Surah An Naba mein pahad ko kya kaha gaya hai ?
Responda
  • Mazboot
  • Maikh
  • Duo hakle (huge)

Questão 2

Questão
Q2. Nabeena sahabi “Abdullah bin Umme Makhtoom ke bare mein kounsi surat nazil hui ?
Responda
  • An Naaziaat
  • Al Infitar
  • Abasa

Questão 3

Questão
Q3. Muazaz farishton ke saath koun hoga ?
Responda
  • Quran ki tilawat karne wale
  • Quran par amal karne wale
  • Mahir-e-Quran

Questão 4

Questão
Q4. Zinda ghadi ladki se kya pocha jaye ga ?
Responda
  • Tu kis qusor mein maari gyi
  • Tujhe kisne maara
  • Tu ab kya chahti hai

Questão 5

Questão
Q5. At Takweer mein kiski tareef bayan hui hai ?
Responda
  • Mikaail (a.s)
  • Jibraeel (a.s)
  • Israfeel (a.s)

Questão 6

Questão
Q6. Bure logon ka daftar kahan hai ?
Responda
  • Iliyeen
  • Sijjeen
  • Mutfeen

Questão 7

Questão
Q7. Badshah ne ‘ashabe ukhdood’ ko kya hukum diya ?
Responda
  • Aag mein kood jao
  • Mulk chod do
  • Qaid mein raho

Questão 8

Questão
Q8. Surah Al Balad mein “dushwar guzaar ghati” kis ko kaha gaya hai ?
Responda
  • Namaz padhna
  • Pul siraat
  • Yateem miskeen ko khana khilana

Questão 9

Questão
Q9. Aik naiki _________________ka rasta kholti hai.
Responda
  • Dusri naikion ke liye
  • Sachai
  • Sidha

Questão 10

Questão
Q10. Yatimi ke bawjood Aap (s.a.w.s) ke dada ko shafiq bana kar Aap (s.a.w.s) ko thikana mohiya kiya. Ye kis surat mein bayan huwa hai ?
Responda
  • Ad Duha
  • Ash Sharh
  • At Teen

Questão 11

Questão
Q11. Miskeen ko khana khilane ki targheeb na dena. Bahut bura amal hai. Kis surat mein ye mazmun aya hai ?
Responda
  • Al Feel
  • Al Quraish
  • Al Ma’aun

Questão 12

Questão
Q12. Al Asr aik jaame tareen surat hai. Ismein faide mein rehne walon ki kitni sifaat bayan hui hai ?
Responda
  • 3
  • 4
  • 5

Questão 13

Questão
Q13. Jahannamion ko aag ke lambe lambe sutoono mein band kardiya jaye ga. Kahan bayan huwa hai ?
Responda
  • Al Feel
  • Al Humaza
  • Al Ma’aun

Questão 14

Questão
Q14. Koun halak hogae ?
Responda
  • Ayb talash karne wale
  • Takhfeef (kami) karne wale
  • Dono jawabat durust hai

Questão 15

Questão
Q15. Jo maal jama karta hai phir gin gin kar rakta hai, wo kya samjhta hai ?
Responda
  • Bahut bada kaam karliya
  • Ye maal humesha iske pass rahega
  • Koi ye maal le leyga

Questão 16

Questão
Q16. Abraha ko kisne ye kaha tha ke ‘tu jiska ghar dhane aya hai wahi iska muhafiz hai’. Ye tera aur Allah ka muamla hai.
Responda
  • Abu Talib
  • Abu Sufiyaan
  • Abdul Muttalib

Questão 17

Questão
Q17. Nabi (s.a.w.s) par jadu kiya gaya. Allah ne thod ke liye kounsi surtein nazil ki ?
Responda
  • Al Falaq aur An Naas
  • Al Ikhlaas aur An Naas
  • Al Ikhlaas aur Al Falaq

Questão 18

Questão
Q18. Hafsa binte Siran ki kya khubi thi ?
Responda
  • Mahir-e-Quran thi
  • Bahut zaheen thi
  • Bahut bahadur thi

Questão 19

Questão
Q19. Hawze Kawsar se pani pee lene ke baad :-
Responda
  • Kabhi pyaas na lage gi
  • Kabhi garmi na lage gi
  • Dono jawabat durust hai

Questão 20

Questão
Q20. Allah ka mukammal ta’aruf kounsi surat mein hai ?
Responda
  • Al Ikhlaas
  • Al Falaq
  • An Naas

Questão 21

Questão
Q21. “Nafse Mutmainnah” kya hai ?
Responda
  • Jis se Allah khush huwa
  • Jo Allah se khush huwa
  • Dono jawabat durust hai

Questão 22

Questão
Q22. Asaan hisaab kya hai ?
Responda
  • Hisaab na liya jayga
  • Naikion ka paldha bhari hone par gunahon ki bakshish
  • Buraion ka paldha bhari hone par gunahon ki bakshish

Semelhante

Religious Expression
Dhanil Capil
Major World Religions-Islam
Caoimhe O'Connell
AP World History Chapter 7
matthewchand12
DAUR-E-QURAN juz 1
Asiya Abdul Raoof
Surah al-Fatihah | Word Analysis | Day 1
Al Huda Canada
Surah al-Abasa Quiz
Al Huda Canada
DAUR-E-QURAN juz 12
Asiya Abdul Raoof
Surah al-Naba Quiz
Al Huda Canada
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-2}
Asiya Abdul Raoof
Surah al-Infitar & Surah al-Takweer Quiz
Al Huda Canada