Questão 1
Questão
Q1. Jannat mein ek buland darje ka naam hai :-
Responda
-
Maqame Mehmood
-
Waseela
-
Haawiya
Questão 2
Questão
Q2. Azaan aur iqaamat ke beech ka waqfa:-
Questão 3
Questão
Q3. Sutre aur namazi ke darmiyan se guzarne wale ko daurane namaz, namazi hath se ruk de.
Questão 4
Questão
Q4. Kisi musibat ke waqt azaan dena :-
Responda
-
Sunnat se sabit hai
-
Sunnat se sabit nahi
-
Dene mein koi harj nahi
Questão 5
Questão
Q5. Nabi (s.a.w.s) ne "Maqame Mehmood" ke bare mein farmaya ke ye kis ko ata kiya jaega ?
Responda
-
Nabi (s.a.w.s)
-
Hazrat Ibrahim (a.s)
-
Hazrat Musa (a.s)
Questão 6
Questão
Q6. Abdullah bin Umme Makhtoom (r.a) nabina hone ke bawajud azaan dete the.
Questão 7
Questão
Q7. Diwaar samne ho toh :-
Responda
-
Sutre ki zarurat nahi
-
Sutre ki zarurat hai
-
Sutra rakhna behtar hai
Questão 8
Questão
Q8. Azaan ke baad chand masnoon du'aein padhi jati hai.
Responda
-
Sahih hai
-
Galat hai
-
Biddat hai
Questão 9
Questão
Q9. Safr ke dauran namaz bajamat padhne ke liye azaan dena kaisa hai ?
Questão 10
Questão
Q10. Sutre ka maqsad kya hai ?
Questão 11
Questão
Q11. Safr mein sutre ke ehtemam ki koi zarurat nahi.
Questão 12
Questão
Q12. Azaan aur iqaamat tehr-tehr kar kehna chahiye.
Questão 13
Questão
Q13. Sehri aur tahajjud ke liye azaan dena.
Responda
-
Sunnat hai
-
Makrooh hai
-
Biddat hai
Questão 14
Questão
Q14. Kamaz kam kitna ilm zaruri hai ?
Questão 15
Questão
Q15. Imaam aur muqtadio, sub ko sutra rakhna chahiye.
Questão 16
Questão
Q16. Koun apna tikhana Jahannam mein bana le.
Questão 17
Questão
Q17. Sutra aur namazi ke darmiyan kitni jagah honi chahiye ?
Questão 18
Questão
Q18. Du'a rad (reject) nahi ki jati.
Questão 19
Questão
Q19. Nabi (s.a.w.s) ne Sahaba Ikhraam ko kis waqt saff banane ka hukm diya ?
Questão 20
Questão
Q20. Namazi ke samne se guzarne wala chalees (din/mahine/saal ) intezaar kare. Agar usko pata chal jae ke :-
Responda
-
Ye kitna bura amal hai
-
Sakht gunah ka ba'as hai
-
Dono jawabat durust hai