NAMAZ KE MASAEEL {TEST-12}

Descrição

The fundamentals of PRAYER
Asiya  Abdul Raoof
Quiz por Asiya Abdul Raoof, atualizado more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Criado por Asiya Abdul Raoof quase 9 anos atrás
1934
0

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Q1. Nabi (s.a.w.s) ne mana farmaya.
Responda
  • Kamar par haath rakhne se
  • Ungliya chathane se
  • Dono jawabaat dusrust hai

Questão 2

Questão
Q2. Falah pane wale momin koun hai ?
Responda
  • Jo namaz mein khushu karte hai
  • Apni namazo ki hifazat karte hai
  • Dono jawabaat durust hai

Questão 3

Questão
Q3. Namaz mein khushu ka izhar kis tarah hota hai ?
Responda
  • Banda chak aur choband (alert) rahe
  • Ghair zaruri harkat se bache
  • Dono jawabaat durust hai

Questão 4

Questão
Q4. Namaz mein dua mangte huwe asmaan ki taraf nighae uthane mein koi harj nahi.
Responda
  • Jee haan
  • Jee nahi
  • Jaiz hai

Questão 5

Questão
Q5. Daurane namaz jamai lene se :-
Responda
  • Shaitan muh mein dakhil hota hai
  • Parhaiz kare jahan tak mumkin ho
  • Dono jawabaat durust hai

Questão 6

Questão
Q6. Har farz namaz ke baad _______________ padhne wale ko maut ke siwa koi cheez Jannat mein jane se nahi rok sakti.
Responda
  • Kalme Shahadat
  • Kalme Tawheed
  • Aytal Kursi

Questão 7

Questão
Q7. Namaz ke baad ke azkaar-e-masnoon na padhne wale :-
Responda
  • Ki namaz qubool nahi ki jati
  • Bahut se ajr se mehrum hojate hai
  • Dono jawabaat durust hai

Questão 8

Questão
Q8. Mu'awazatain kya hai ?
Responda
  • Surah Al-Falaq & Surah Al-Ikhlaas
  • Surah Al-Naas & Surah Al-Ikhlaas
  • Surah Al-Falaq & Surah Al-Naas

Questão 9

Questão
Q9. 12 rakat ___________________ ki papandi karne wale ke liye Jannat mein ghar banaya jata hai.
Responda
  • Sunnate muakidah
  • Sunnate ghair muakidah
  • Nawafil

Questão 10

Questão
Q10. Ye 2 sunnate dunya jahan ki har cheez se zyada qeemti hai.
Responda
  • Maghrib se pehle
  • Zuhr se pehle
  • Fajr se pehle

Questão 11

Questão
Q11. Asmaan ke darwaze khool diye jate hai.
Responda
  • Zuhr se pehle 4 sunnat ada karne wale ke liye
  • Asr se pehle 4 sunnat ada karne wale ke liye
  • Isha se pehle 4 sunnat ada karne wale ke liye

Questão 12

Questão
Q12. Umme Habibah (r.a) kiski beti thi ?
Responda
  • Abu Sufyaan
  • Abu Lahab
  • Abu Jahal

Questão 13

Questão
Q13. Asr se pehle 4 rakat padhna :-
Responda
  • Allah rehm fermata hai
  • Sunnate muakidah
  • Sunnat se sabit nahi

Questão 14

Questão
Q14. Sunnat aur nawafil ka ajr aur sawab batakar :-
Responda
  • Unko farz qarar diya jata hai
  • Unko chodna gunah qarar diya jata hai
  • Unki taraf raghbat dilai jati hai

Questão 15

Questão
Q15. Ishare ya bait kar namaz padhne mein :-
Responda
  • Ruku ki nisbat sajde mein zyada jhukna chahiye
  • Takiye par sajda kar sakte hai
  • Dono jawabaat durust hai

Questão 16

Questão
Q16. Ghuzishtah tamaam saghira gunaho ki maghfirat ka bais banti hai.
Responda
  • Namaz-e-Chasht
  • Namaz-e-Taraweeh
  • Namaz-e-Ishraaq

Questão 17

Questão
Q17. Allah kasrat se zikr karne walon mein shumar farmate hai.
Responda
  • Tahajjud padhne wali aurat
  • Tahajjud padhne wala mard
  • Tahajjud padhne wale miya biwi

Questão 18

Questão
Q18. Ek naiki likh di jati hai, Ek gunah mita diya jata hai.
Responda
  • Ek rakat ke badle
  • Ek sajde ke badle
  • Do rakat nafil ke badle

Questão 19

Questão
Q19. Allah din bahr ke kaam apne zime le leta hai ?
Responda
  • Zuhr ki sunnate muakidah ada karne wale
  • Chasht ki 4 rakat ada karne wale
  • Asr ki sunnate ghair muakidah ada karne wale

Questão 20

Questão
Q20. Namaz mein idhar udhar dekhne se :-
Responda
  • Bande ki tawajo namaz se haat jati hai
  • Allah bande se tawajo hata leta hai
  • Dono jawabaat durust hai

Semelhante

NAMAZ KE MASAEEL {TEST-2}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-5}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-18}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-7}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-13}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-4}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-8}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-10}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-14}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-1}
Asiya Abdul Raoof