NAMAZ KE MASAEEL {TEST-19}

Descrição

The fundamentals of PRAYER
Asiya  Abdul Raoof
Quiz por Asiya Abdul Raoof, atualizado more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Criado por Asiya Abdul Raoof mais de 8 anos atrás
1286
0

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Q1. Daurane Safar 2 namaze jama ki jae toh :-
Responda
  • Qasr ada karni hogi
  • Puri ada karni hogi
  • Dono tarah se padh sakte hai

Questão 2

Questão
Q2. Hadeeth mein قيرطان kis ko kaha gaya hai ?
Responda
  • 2 bade darya
  • 2 bade pahad
  • 2 bade maidan

Questão 3

Questão
Q3. Jo shaks Janaze mein shareek ho aur mayyat dafn karte tak maujood raha, usko kitna sawab ata kiya jata hai ?
Responda
  • 1 qairat ke barabar
  • Adha qairat ke barabar
  • 2 qairat ke barabar

Questão 4

Questão
Q4. Daurane hazr 2 namaze jama ki jae toh ?
Responda
  • Qasr ada karni hogi
  • Puri ada karni hogi
  • Dono tarah se padh sakte hai

Questão 5

Questão
Q5. Namaze Janazah mein pehli takbeer ke baad kya padha jata hai ?
Responda
  • Sana
  • Surah Al-Fatiha
  • Durood Sahreef

Questão 6

Questão
Q6. Dua-e-maghfirat chawthi takbeer ke baad padhi jati hai ?
Responda
  • Sahih
  • Ghalat
  • Dusri takbeer ke baad padhi jati hai

Questão 7

Questão
Q7. Namaze Janazah mein durood shareef kab padha jata hai ?
Responda
  • Pehli takbeer ke baad
  • Dusri takbeer ke baad
  • Teesri takbeer ke baad

Questão 8

Questão
Q8. Namaze Janazah mein qiraat ka tareeqa kya hai ?
Responda
  • Seeri qiraat
  • Jehri qiraat
  • Dono tareeqe durust hai

Questão 9

Questão
Q9. Namaze Janazah mein Surah Al-Fatiha ke baad koi surat milana :-
Responda
  • Na jaiz hai
  • Makrooh hai
  • Jaiz hai

Questão 10

Questão
Q10. Bacche aur bade ke janazah mein padhi jane wali duae mukhtalif hai.
Responda
  • Jee haan
  • Jee nahi
  • Koi khaas farq nahi hai

Questão 11

Questão
Q11. Namaze Janazah padhne ke liye imaam ko mard (mayyat) ke ___________________ ke paas khade hona chahiye.
Responda
  • Sar ke paas
  • Wasat mein
  • Paon ke paas

Questão 12

Questão
Q12. Ek se zayad mayyato par :-
Responda
  • Ek hi namaze janazah kafi hai
  • Alag alag padhna behtar hai
  • Alag alag padhna lazmi hai

Questão 13

Questão
Q13. Namaze Janazah padhne ke liye imaam ko aurat (mayyat) ke ___________________ ke paas khade hona chahiye.
Responda
  • Sar ke paas
  • Wasat mein
  • Paon ke paas

Questão 14

Questão
Q14. Namaze Janazah ki :-
Responda
  • Pehli takbeer mein haath uthana chahiye
  • Pehli aur chawthi takbeer mein haath uthana chahiye
  • Tamaam takbeeron mein haath uthana chahiye

Questão 15

Questão
Q15. Ghareeb hadeeth darasal ___________________________________ hai.
Responda
  • Sahih hadeeth
  • Hasan hadeeth
  • Zaeef hadeeth

Questão 16

Questão
Q16. Aurat ka masjid mein namaze Janazah ada karna.
Responda
  • Jaiz hai
  • Na jaiz hai
  • Makrooh hai

Questão 17

Questão
Q17. Rasool Allah (s.a.w.s) ne qabrastan mein namaze Janazah padhne ke bare mein kya hukum diya ?
Responda
  • Jaiz hai
  • Man'a farmaya
  • Koi harj nahi

Questão 18

Questão
Q18. Qabrastan ki ziyarat ki niyyat kya honi chahiye ?
Responda
  • Maghfirat ki dua
  • Fatiha khawni
  • Maut ki yaad

Questão 19

Questão
Q19. Bewa ki iddat kitni hai ?
Responda
  • 4 mahine
  • 3 mahine
  • 4 mahine 10 din

Questão 20

Questão
Q20. Qabron ko zyada ahmiyat dene ka natijah kya hota hai ?
Responda
  • Maut ki yaad dehani hoti hai
  • Fikre akhiraat paida hoti hai
  • Shirk ka imkaan paida hota hai

Semelhante

NAMAZ KE MASAEEL {TEST-2}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-5}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-18}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-7}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-13}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-4}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-8}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-10}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-14}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-12}
Asiya Abdul Raoof