NAMAZ KE MASAEEL {TEST-22}

Descrição

The fundamentals of PRAYER
Asiya  Abdul Raoof
Quiz por Asiya Abdul Raoof, atualizado more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Criado por Asiya Abdul Raoof mais de 8 anos atrás
1464
0

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Q1. Tahiya ka kya m'ana hai ?
Responda
  • Tohfa
  • Zindagi ki dua
  • Dono sahi hai

Questão 2

Questão
Q2. Tahiyyatul wodhu aur tahiyyatul masjid kaise amal hai ?
Responda
  • Wajib
  • Mustahab
  • Jaiz

Questão 3

Questão
Q3. Tahiyyatul masjid ki kitni rakat padhna mustahab hai ?
Responda
  • 2
  • 4
  • Jitni chahiye padhe

Questão 4

Questão
Q4. Tahiyyatul wodhu :-
Responda
  • Wajib hai
  • Jannat mein le jane wala amal hai
  • Sunnat se sabit hai

Questão 5

Questão
Q5. Tahiyyatul wodhu ki kitni rakat padhna mustahab hai ?
Responda
  • 2
  • 4
  • Jitni chahe padhe

Questão 6

Questão
Q6. Agar farz namaz ke liye jamat jari ho ya shuru hone wali ho toh tahiyyatul masjid :-
Responda
  • Ada ki jaegi
  • Ada nahi ki jaegi
  • Behtar hai ada kare

Questão 7

Questão
Q7. Kisi niamat ke hasil hone ya khushi ke mauqe par sajda shukr ada karna kaisa amal hai ?
Responda
  • Masnoon
  • Wajib
  • Jaiz

Questão 8

Questão
Q8. Nabi (s.a.w.s) ne durood shareef ka ajr wa sawab maloom hone par :-
Responda
  • Nafl ada kiye
  • Taweel sajda shukr ada kiye
  • Takbeer buland ki

Questão 9

Questão
Q9. Jibreel (a.s) ne rasool (s.a.w.s) ko bataya ke Allah us shaks par rehmat nazil farmata hai jo :-
Responda
  • Shukr ka sajda ada kare
  • Rasool Allah (s.a.w.s) par durood bheje
  • Ajizi akhtiyar kare

Questão 10

Questão
Q10. Jo Rasool Allah (s.a.w.s) par salaam bhejta hai :-
Responda
  • Allah bhi uspar salaam bhejta hai
  • Uspar rehmat nazil ki jati hai
  • Rasool Allah (s.a.w.s) bhi usi par salaam bhejte hai

Questão 11

Questão
Q11. Sajde shukr mein :-
Responda
  • Niyyat zaruri hai
  • Niyyat ki zarurat nahi
  • Niyaat karne mein koi harj nahi

Questão 12

Questão
Q12. Beemar admi ko kya karna chahiye ?
Responda
  • Baith kar namaz padh sake toh baith kar padhe
  • Lait kar namaz padh sake toh lait kar padhe
  • Dono tarah jaiz hai

Questão 13

Questão
Q13. Sajde shukr mein :-
Responda
  • Masnoon duaein arbi mein padhi jati hai
  • Apni zubaan mein shukrane ke alfaaz kahe jasakte hai
  • Qurani duaein padhi jati hai

Questão 14

Questão
Q14. Kis waqt namaz nahi padhni chahiye ?
Responda
  • Kahin jane ki jaldi mein
  • Neend ke ghalbe mein
  • Mehmano ki amad par

Questão 15

Questão
Q15. Ek hi waqt ki farz namaz, farz ki niyyat se do martaba ada karni :-
Responda
  • Jaiz hai
  • Jaiz nahi
  • Koi harj nahi

Questão 16

Questão
Q16. Farz ada karne ke baad sunnate ada karne ke liye jagah :-
Responda
  • Badlni behtar hai
  • Badlna wajib hai
  • Nahi badlni chahiye

Questão 17

Questão
Q17. Neend ke ghalbe ki wajah se raat ki namaz ya mamul ka wazifah reh gaya ho, toh Fajr aur Zuhar ke darmiyan ada kar liya jae.
Responda
  • Allah uska wahi ajr ata farmaega
  • Ajr mein kami kardi jati hai
  • Ye masnoon amal nahi hai

Questão 18

Questão
Q18. Wirane ya jungle mein iqaamat keh kar akele namaz padhne se kya faida hota hai ?
Responda
  • Dugna ajr hai
  • Kaseer tadaat mein Allah ke lashkar namaz padhte hai
  • Kiraman katibeen saath namaz padhte hai

Questão 19

Questão
Q19. Tasbeehaat ginna masnoon hai ?
Responda
  • Unglion par
  • Kankrion par
  • Ghutlion par

Questão 20

Questão
Q20. Wirane ya jungle mein azaan aur iqaamat keh kar akele namazi ka muamla kya hai ?
Responda
  • Dugna ajr hai
  • Kiraman katibeen saath namaz padhte hai
  • Kaseer tadaat mein Allah ke lashkar namaz padhte hai

Semelhante

NAMAZ KE MASAEEL {TEST-2}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-5}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-4}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-7}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-8}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-13}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-18}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-10}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-12}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-14}
Asiya Abdul Raoof