Q1. Sone ko aag per tapane ke liye arabi ka lafz :-
Answer
Azmaish
Azaab
Fitan
Question 2
Question
Q2. Fitno ke bare mein aksar sawal karne wale sahabi ?
Answer
Saeed Bin Khudri (ra)
Huzaifa Bin Yaman (ra)
Murarah Bin Rabieh (ra)
Question 3
Question
Q3. Sub se zyada azmaish kin per ayi ?
Answer
Anbiya
Auliya
Siddiqeen
Question 4
Question
Q4. Fitno ke dauran ibadat mein mashgul rehne ka sawab __________________ ke barabar hai.
Answer
Hijrat Habsha
Hijrat Madina
Ziyarat Madina
Question 5
Question
Q5. Deen ki Dai ko log hathon haath lete hai aur unper koi azmaish nahi ati ?
Answer
Sahih
Ghalat
Question 6
Question
Q6. Hadeeth : ________________ wahi hai jo fitno se bacha liya gaya aur jo fitno mein azmaya gaya aur usne sabr kiya uske kya hi kehna.
Answer
Imaan wala
Saleh
Naik bakht
Question 7
Question
Q7. Fitno mein ghosha nashini ikhteyar karne ka hukum hai.
Answer
Sahih
Ghalat
Question 8
Question
Q8. Fitno ke daur mein admi ko apni talwar :-
Answer
Taiz rakhni chahiye
Kand rakhni chahiye
Question 9
Question
Q9. Hadeeth : bahut hi jald aisa waqt ane wala hai jab musalman ka behtareen maal ______________________ hogi/hoga. Jinhe lekar wo apna deen mehfuz rakhne ke liye pahado per chala jaega.
Answer
Sona chandi
Naqd
Bakriya
Question 10
Question
Q10. "Fitno ke darwazo per aag ki taraf bulane wale khade honge" se kya murad hai ?
Answer
Aag kasrat se bhadke gi
Aag se tabahi aam hogi
Fitno mein padhte hi insaan Jahanam mein chala jaega