TAFSIR SURAH KAHF { TEST-7}

Description

Tafsir Surah Kahf Quiz on TAFSIR SURAH KAHF { TEST-7} , created by Asiya Abdul Raoof on 04/01/2019.
Asiya  Abdul Raoof
Quiz by Asiya Abdul Raoof, updated more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof almost 6 years ago
1417
0

Resource summary

Question 1

Question
Kaun sabse bada zalim hai?
Answer
  • Jo jhoot bole
  • Jo Allah per jhoot baandhe
  • Jo logon per zulm kare

Question 2

Question
Kis ke liye jaanbhooj kar jhoot bolnewalon ka tikhana jahannum hai?
Answer
  • Rasoolullah (saw)
  • Auliya Allah
  • Shuhada

Question 3

Question
As'hab e kahf kis tabqe se talluk rakhte the?
Answer
  • Ba-asar
  • Ghareeb
  • Karobaari

Question 4

Question
Islam me rahbaniyat (duniya ko chod dena) jayez hai
Answer
  • True
  • False

Question 5

Question
Ghaar-e Hira me Rasoolullah saw kyun jaya karte the?
Answer
  • Apni qaum se bachne ke liye
  • Yaksui hasil karne ke liye
  • Duniya se nafrath ke izhaar ke liye

Question 6

Question
Allah per tawakkal se kya hasil hota hai?
Answer
  • Himmat
  • Duniya se nafrat
  • Kuffar se mohabbat

Question 7

Question
Suraj ka kya ma'mla tha As'hab-e kahf ke liye?
Answer
  • Sunlight direct padti thi
  • Sunlight indirect padti thi
  • Suraj unper bahot tez chamakta tha

Question 8

Question
As'hab-e kahf ghaar me ek hi karwat sote rahe
Answer
  • True
  • False

Question 9

Question
As'hab-e kahf ka kutta jaag kar unki rakhwali karta raha
Answer
  • True
  • False

Question 10

Question
"Kalb" se murad kya hai?
Answer
  • Kutta
  • Ghulaam
  • Dost
Show full summary Hide full summary

Similar

English Literary Devices
miss.bakare
PHYSICS P1 1
x_clairey_x
Cuban missile crisis
KatyWright
An Inspector Calls - Quiz
Emily Morrison
GCSE AQA Chemistry Atomic Structure and Bonding
mustafizk
Structure of the League of Nations
saskiamitchell.19
Biology B2.1
Jade Allatt
NSI FINAL TEST
brahim matrix
CHEMISTRY TEST
kingi kigongo
B3 Quiz
Tess Brockway
PC_architecture_Final_Preparation
Alisher Kassymov