Question 1
Question
Q1) Apne gharwalon ko Surah An Noor ki talimaat diya karo ye kis Sahabi ka qaul hai ?
Question 2
Question
Q2) Nuzool Ke aitbaar se Surah Al Ahzaab __________________ se pehle naazil hui
Answer
-
Surah Al Baqarah
-
Surah An Nisa
-
Surah An Noor
Question 3
Question
Q3) Islaam mein ghair Muslims ke skills se fayda uthana kaisa hai ?
Question 4
Question
Q4) Sabse Roushan Khayalaat, wussat e nazariah kis mazhab mein paaya jaata hai ?
Answer
-
Judaisim mein
-
hinduism mein
-
Deen e Islaam mein
Question 5
Question
Q5) Islaam mein pehle kis cheez per dhyaan diya jaata hai ?
Question 6
Question
Q6) Chori, qatal, Zinaa, Murtid hona....
Answer
-
Kabeera gunah hai
-
Saghirah gunah hai
-
Gunah nahi hai
Question 7
Question
Q7) Islaam kis sonch se mana karta hai ?
Question 8
Question
Q8) Nikah ke ilawa kisi surat mein aurat aur mard ka taaluq...
Answer
-
Jayaz hai
-
Najayaz hai
-
Makrooh hai
Question 9
Question
Q9) Aurat ko kya cheez Jannat mein le jaane ka baais banti hai ?
Answer
-
Haya
-
Oonchi sonch
-
Mard ki barabari karna
Question 10
Question
Q10) Nikah __________________ se rokta hai.
Answer
-
Milne-jhulne se
-
Zinaa se
-
Fahash kalami se
Question 11
Question
Q11) Har mazhab mein Zinaa ko...
Question 12
Question
Q12) Kisi nasal ko baaqi rehna hai to uske liye...
Question 13
Question
Q13) Paak daaman mard ya aurat per ilzaam lagaane ki saza ?
Answer
-
20 lashes hain
-
100 lashes hain
-
80 lashes hain
Question 14
Question
Q14) Qawaaneen kyu banaye jaate hain ?
Answer
-
Muaashre se zulm, zyadti ko khatam karne ke liye
-
Behayaai aur buraai se bachne ke liye
-
Dono jawaabaat durust hain
Question 15
Question
Q15) Insaan jab Zinaa karta hai to uske dil se ___________ utha liya jaata hai