Surah al baqarah tafseer 4

Description

Islam
Husna Saleem
Quiz by Husna Saleem, updated more than 1 year ago
Husna Saleem
Created by Husna Saleem almost 4 years ago
4
0

Resource summary

Question 1

Question
Israel kis ka laqab tha ?
Answer
  • Ismael (as)
  • Yaqoob (as)
  • Ishaq (as)

Question 2

Question
Loghat- e -azdaad kise kahthe hai?
Answer
  • Woh ek lafz jiske opposite meanings ho
  • Woh lafz jo plural ho
  • Kisi lafz ki jama

Question 3

Question
تعقلون.... ka lafzi mayna kya hai?
Answer
  • Thum aqal se kaam lethe ho
  • Thum thaluq qayam rakhte ho
  • Thum falah pathe ho

Question 4

Question
Allah ne kis qoum ko saare jahano par fazeelath dee thi?
Answer
  • Bani Israel
  • Bani adam
  • Quraish

Question 5

Question
Allah ne kin cheezo ke saath madad mangne ka hukum diya?
Answer
  • Namaaz aur sabar
  • Azmaish
  • Duniya ki nematho se

Question 6

Question
شفاعة ..ka lafzi mayna sifarish hai
Answer
  • True
  • False

Question 7

Question
Aayath ko thodi qeemat par bechne se kya murad hai?
Answer
  • Quran ki printing ka karobar karna
  • Logo ko unki marzi ke fathwe dena
  • Quran padhne ka mu'awza lena

Question 8

Question
Ya bani Israel!...,Allah tala kis se muqatib hai?
Answer
  • Madinah ke yahood se
  • Makkah ke quraish se
  • Shirk karne walo se

Question 9

Question
Torat, injeel ki tasdeeqh karne ke liye Allah ne kya naazil kiya?
Answer
  • Quran
  • Ambiya
  • Nemath

Question 10

Question
Hashar ke din har nafs, har nafs me kaam aayenga
Answer
  • Jee haa
  • Jee nahi
Show full summary Hide full summary

Similar

Surah al-Abasa Quiz
Al Huda Canada
Surah al-Naba Quiz
Al Huda Canada
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-2}
Asiya Abdul Raoof
Surah al-Infitar & Surah al-Takweer Quiz
Al Huda Canada
Surah Yaseen Ayahs 1 - 10
Al Huda Canada
Surah al-Ikhlas & Surah al-Lahab Quiz
Al Huda Canada
Surah Yaseen Ayahs 11 - 17 Quiz
Al Huda Canada
Surah al-Fajr Quiz
Al Huda Canada
Surah Al Hujurat - Ayah 1 - Day 1
Al Huda Canada
Surah al-Qadr Quiz
Al Huda Canada
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof