DAUR-E-QURAN juz 27

Description

Brief interpretation of the QURAN
Asiya  Abdul Raoof
Quiz by Asiya Abdul Raoof, updated more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof over 9 years ago
63
0

Resource summary

Question 1

Question
Q1. Kis surah mein munfard (unique) tareeqe se humse ni’amaton par shukrguzaar hone ka taqaza kiya gaya hai ?
Answer
  • Surah Al Qamr
  • Surah Ar Rahman
  • Surah Al Hadeed

Question 2

Question
Q2. Ye kehna ke Allah har jagah maujood hai, aik ghalat aqeeda hai. Ye kya kehlata hai ?
Answer
  • Wahdat ul wujood
  • Maujoode kullu makan
  • Aqeeda batil

Question 3

Question
Q3. Kis ko ameer ul momineen fil hadith ka laqab mila ?
Answer
  • Abdullah bin Mubarak
  • Sufiyan Sori
  • Ali bin As’adi

Question 4

Question
Q4. Rehbaniyat ke baare mein Allah kya farma raha hai ?
Answer
  • Allah ne iska hukum aik khaas waqt mein diya tha
  • Ye logon ne khud ijaad ki thi
  • Isayiat mein rehbaniyat wajib thi

Question 5

Question
Q5. Bait-e-Mamoor mein rozana kitne farishte ibaadat ke liye ate hai ?
Answer
  • 60 hazar
  • 70 hazar
  • 75 hazar

Question 6

Question
Q6. Quran mein kasrat se Allah ki tareef teen jaghon par milti hai. Aaytal kursi, Surah Al Hashr aur Surah ________________
Answer
  • At Tur
  • Al Waqiah
  • Al Hadeed

Question 7

Question
Q7. Jibreel (a.s) ko Nabi (s.a.w.s) ne kitni bar unki asli surat mein dekha ?
Answer
  • 2
  • 3
  • 4

Question 8

Question
Q8. Ye kiska qaul hai ? “jo ye kehta hai ke Nabi (s.a.w.s) ne Allah ko dekha wo jhoot bolta hai”
Answer
  • Ayesha (r.a)
  • Abu Bakr (r.a)
  • Fatimah (r.a)

Question 9

Question
Q9. “لمم” (Lmum) kya hai ?
Answer
  • Chote gunah aur ghaltiya
  • Wo gunah jin par had lagai
  • Wo gunah jin par w’aeed ayi ho

Question 10

Question
Q10. Surah Ar Rahman ko “Oroos ul Quran” kaha jata hai ?
Answer
  • Ghalat
  • Sahih
  • Ye aik jhooti rivayat hai

Question 11

Question
Q11. Qayamat ke din sub log teen jamaton mein taqseem kar diye jaege. Ye mazmoon kis surah mein bayan huwa hai ?
Answer
  • An Najm
  • Al Qamr
  • Al Waqiah

Question 12

Question
Q12. Surah Al Hadeed ka bunyadi nuqta kya hai ?
Answer
  • Infaaq fi sabeel lillah
  • Aqaid ki durustgi
  • Halal haram ke ahkamat

Question 13

Question
Q13. Surah Al Hadeed mein “qarz hasana” ke bare mein farmaya gaya hai. Ye sunkar kin sahabi ne apna nihayat umdah bagh Allah ki rah mein diya ?
Answer
  • Abu Al Dardaa (r.a)
  • Abu Zar Ghaffari (r.a)
  • Kaab bin Malik (r.a)
Show full summary Hide full summary

Similar

Religious Expression
Dhanil Capil
Major World Religions-Islam
Caoimhe O'Connell
AP World History Chapter 7
matthewchand12
DAUR-E-QURAN juz 1
Asiya Abdul Raoof
Surah al-Fatihah | Word Analysis | Day 1
Al Huda Canada
DAUR-E-QURAN juz 30
Asiya Abdul Raoof
Surah al-Abasa Quiz
Al Huda Canada
DAUR-E-QURAN juz 12
Asiya Abdul Raoof
Surah al-Naba Quiz
Al Huda Canada
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-2}
Asiya Abdul Raoof