Question 1
Question
Q1. Eid-ul-Fitr mein koi meethi cheez khana sunnat hai ?
Answer
-
Namaze Eid se pehle
-
Namaze Eid ke baad
-
Dono tarah
Question 2
Question
Q2. Eidgaah jane aur aane ka rastah badlna :-
Answer
-
Sunnat hai
-
Mustahab hai
-
Wajib hai
Question 3
Question
Q3. Namaze Eid kahan padhni masnoon hai ?
Question 4
Question
Q4. Namaze Eid ke liye khawateen ko eidgaah mein jana :-
Answer
-
Farz hai
-
Mustahab hai
-
Makrooh hai
Question 5
Question
Q5. Namaze Eid aur Namaze Istasqaa mein :-
Question 6
Question
Q6. Eidain ki namaz mein kul kitni takbeere hai ?
Question 7
Question
Q7. Eidain ki namaz mein khutbah dena masnoon hai ?
Answer
-
Namaz se pehle
-
Namaz ke baad
-
Khutbah nahi diya jata
Question 8
Question
Q8. Eidgaah mein namaze eid se pehle kitni rakate hai ?
Question 9
Question
Q9. Nabi (s.a.w.s) namaze Eid ke baad ghaar wapas akar kitni rakat namaz ada farmate hai ?
Question 10
Question
Q10. Abar ki wajah se Shawwal ka chand dekhne ki itelah roza rakhne ke baad mile toh :-
Question 11
Question
Q11. Eidain ki namaz takheer se padhna :-
Answer
-
Na-pasndida hai
-
Pasandida hai
-
Koi harj nahi
Question 12
Question
Q12. Eid-ul-Fitr ki namaz ka waqt kya hai ?
Answer
-
Fajr ke fauran baad
-
Ishraaq ka waqt
-
Ishraaq ki namaz ke baad
Question 13
Question
Q13. Eidgaah aate jaate kya padhna sunnat hai ?
Answer
-
Subah ke azkaar
-
Isteghfaar
-
Takbeere
Question 14
Question
Q14. Isteghfaar aur Istasqaa ke mazmoon mein kya mumasilat (similarity) hai ?
Answer
-
Dono mein koi cheez talab karne ka man'e hai
-
Dono mein kisi cheez se panah mangi jati hai
-
Ajar wa sawab ka man'a paya jata hai
Question 15
Question
Q15. Nabi (s.a.w.s) ne hume kis waqt ki duaein sikhai ?
Question 16
Question
Q16. Namaze Istasqaa kis tarah padhni masnoon hai ?
Answer
-
Infiraadi (individually)
-
Bajamaat
-
Jaisa mauqa ho
Question 17
Question
Q17. Namaze Istasqaa mein kis tarah ki qiraat ki jaati hai ?
Answer
-
Seeri
-
Jehri
-
Dono tarah ki jaati hai
Question 18
Question
Q18. Namaze Istasqaa ke liye imaam ko kaisi chadar odhni chahiye ?
Question 19
Question
Q19. Nabi (s.a.w.s) namaze Eid se pehle kitne khajur khate the ?
Answer
-
2
-
4
-
Taaq adaat (odd numbers)
Question 20
Question
Q20. Barish ke liye dua karte huwe kitne haath uthae jae ?