ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 6}

Description

The fundamentals of ZAKAAT
Asiya  Abdul Raoof
Quiz by Asiya Abdul Raoof, updated more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof about 8 years ago
1163
0

Resource summary

Question 1

Question
Q1. Zakaat ke mustahiq kitne qism ke log hai ?
Answer
  • 7
  • 8
  • 10

Question 2

Question
Q2. Masarife zakaat ___________________ ne kud batai hai.
Answer
  • Allah
  • Nabi (saws)
  • Khalife waqt

Question 3

Question
Q3. Zakaat usool karne par muqarar logon ko kya kaha jata hai ?
Answer
  • Aamiline zakaat
  • Masarife zakaat
  • Sharhe zakaat

Question 4

Question
Q4. Miskeen aur Faqeer mein bunyadi farq kya hai ?
Answer
  • Miskeen majburan mang leta hai
  • Faqeer majburan mang leta hai
  • Faqeer zarurat ke bawajud mangta nahi hai

Question 5

Question
Q5. Qarzdar aur zamanat bharne wale mein se kis ko zakaat di jasakti hai ?
Answer
  • Qarzdar
  • Zamanat bharne wala
  • Dono ko

Question 6

Question
Q6. Hadeeth mein ata hai "jis shaks ka kisi musibat ki wajah se maal khatam hogaya ho, usko zakaat di jasakti hai yahan tak ke :-
Answer
  • Wo ameer hojae
  • Pehle jitna maal hasil hojae
  • Uski zarurat puri hojae

Question 7

Question
Q7. "Taliful Qalb" mein koun log shamil hai ?
Answer
  • Aisa new muslim jo maali mushkilat ka shikar ho
  • Aisa ghair muslim shaks jo Islam qubool karna chahta ho
  • Dono hi shamil hai

Question 8

Question
Q8. Daurane safr zarurat padhne par kis tarah ke musafir ko zakaat deni jaiz hai ?
Answer
  • Jo apne ilaqe mein ghareeb ho
  • Jo apne ilaqe mein ameer ho
  • Dono tarah ke musafiron ko

Question 9

Question
Q9. Madaris ya deeni idaron mein jama shuda zakaat ki raqam par saal guzarne par :-
Answer
  • Zakaat dena afzal hai
  • 2.5 % zakaat ada ki jaegi
  • Zakaat ada nahi ki jaegi

Question 10

Question
Q10. Quran aur ahadeeth ki roshni mein daure hazir ke masaeel ka haal nikalne ko kya kaha jata hai ?
Answer
  • Istekhara
  • Ijtehad
  • Sharyat

Question 11

Question
Q11. Kis surat ki ayat ko zakaat ki farziat ki daleel ke taur par pesh kiya jata hai ?
Answer
  • Al Baqarah
  • Al Anaam
  • At Taubah

Question 12

Question
Q12. Zakaat ghair muslimo ko deni jaiz hai.
Answer
  • Sahih
  • Galat
  • Jo Islam ki taraf ana chahe

Question 13

Question
Q13. Wo log jo be-gunah hone ke bawajud jailo mein phase huwe hai, wo zakaat ke kis masrif mein shamil hai ?
Answer
  • Aamiline zakaat
  • Fee sabeelil Allah
  • Gardane chodane ke liye

Question 14

Question
Q14. Fiqh darasal humare deen ___________________________ hai.
Answer
  • Ki khoobsurti
  • Mein ikhtelaf ki wajah
  • Mein bighadh ka sabab

Question 15

Question
Q15. Ulama jo ijtehad karte hai aur sahih natije par puhanchte hai, unke liye :-
Answer
  • Koi ajr nahi
  • Ek ajr hai
  • Duhra ajr hai
Show full summary Hide full summary

Similar

ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 4}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 5}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 2}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 7}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 8}
Asiya Abdul Raoof
DUROOD KE MASAEEL {TEST - 2}
Asiya Abdul Raoof
DUROOD KE MASAEEL {TEST - 4}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-5}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-7}
Asiya Abdul Raoof