Quiz
Seerate Sahaba & Sahabiyat {TEST-1}
Questions in this quiz (10)
1Q1. Sahaba ikhram ko Quran mein kya title diya gaya hai ?
- AJinse Allah razi huwa
- BJo Allah se razi huwe
- CJinse Allah razi huwa aur Jo Allah se razi huwe
2Q2. Zamane jahiliyat mein kounsi shaksiyat pura arab ghume ye dekhne ke liye ke sahih deen kahan hai ?
- AZaid Bin Amrw
- BUmmayya Bin Sult
- CAbu Bakr (ra)
3Q3. Sahaba ikhram kis ghazwae mein Rasool (saws) ke agae khade hogae aur apne sino se unki hifazat ki ?
- ABadr
- BUhud
- CKhandaq
4Q4. Abu Bakr (ra) ka asal naam kya hai ?
- AAbu Bakr
- BSiddique
- CAbdullah
5Q5. Abu Bakr (ra) ka shajra nasb kis pusht mein Rasool (saws) se ja milta hai ?
- ADusri (2nd)
- BChetti (6th)
- CPanchwi (5th)
6Q6. Kis ke bare mein Ayesha (ra) ne farmaya ke "Rasool (saws) ki wafat ke baad ye bilkul bhi nahi badle"
- AUmar (ra)
- BIbn Umar (ra)
- CUmar (ra) aur Ibn Umar (ra)
7Q7. Abu Bakr (ra) ka laqab "Ateeq" ka kya matlab hai?
- ABanda
- BSacha
- CAazad
8Q8. Ummayya Bin Sult zamane jahiliyat mein button (idols) se bezar the. Ye kahan ke rehne wale the ?
- AMakkah
- BMadinah
- CTaif
9Q9. Abu Bakr (ra) ke walid Abu Quhafa kab imaan laye ?
- AFateh Makkah ke waqt
- BIslam ki shuruwat mein
- CWaqiah Meraj ke waqt
10Q10. Zamane jahiliyat mein jab Abu Bakr (ra) ko ilm huwa ke koi nabi ayega toh unho ne uski tasdiq kis se ki ?
- ARasool (saws)
- BWarqa Bin Nawfal
- CSalman Farsi
Information
- Description
- Their lives, inspirations & legacy
- Author
- Asiya Abdul Raoof
- Language
- English
- Views
- 1,964
- Tags
- Rating
- No ratings yet Rate this quiz