Q1. Kounsa padosi humare ache sulook ka zyada mustahiq hai ?
Answer
Jo humse acha sulook kare
Jo humse acha sulook na kare
Jiska darwaza humare ghar se zyada nazdeeg hai
Question 2
Question
Q2. Ayesha (ra) ka khasah / speciality :-
Answer
Zahanat aur hafiza
Be sakhtagi / spontaneity
Dono jawab durust hai
Question 3
Question
Q3. Razai chacha aur Nasbi chacha dono hi mehram rishte hai ?
Answer
Sahih
Galat
Question 4
Question
Q4. Ummul momineen ka ghala ki miqdar badhane ke mutalbe per kounsa waqiah pesh aya ?
Answer
Waqiah Ilaa
Waqiah Ifk
Waqiah Tehreem
Question 5
Question
Q5. Kya cheez Jannat mein le jaegi ?
Answer
Humare amal
Humari aulad
Allah ki rehmat
Question 6
Question
Q6. Badtareen admi wo hai jiski _____________ ki wajah se log us se milna chod de.
Answer
Bad aklaaqi
Martabe
Daulat
Question 7
Question
Q7. Ye kiske alfaz hai "Tum Ayesha (ra) ki hirs na karna wo Abu Bakr Siddique (ra) ki beti hai aur Rasool (saws) ki pyaari hai" :-
Answer
Abu Sufyan
Umar (ra)
Uthman (ra)
Question 8
Question
Q8. "Aur jo log kaam karte hai aur unke dil darte hai ke unhe apne rabb ke pass lautna hai" (surah muminoon 60)
Ayesha (ra) ke puchne per Rasool (saws) ne kya farmaya ke ye koun log hai ?
Answer
Chori karne wale
Gunah karne wale
Namazi, rozedar aur Allah se darne wale
Question 9
Question
Q9. Waqiah Ilaa mein Rasool (saws) ne kitne din azwaje mutaharat se a'lehdgi ikhtiyar ki ?
Answer
30
29
31
Question 10
Question
Q10. Munafiqeen ki taraf se Ayesha (ra) per bhutan lagaya gaya. Us waqiah ko kya kaha jata hai ?