Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Rasool Allah saws ko Nabi bana kar bhejne aur as'hab-e-kahaf ko uthane ke liye kya lafz istemal hua hai?
Frage 2
Frage
Ashab-e-kahaf ke kano ko band (seal) kardiya gaya tha is ke liye kya lafz istemal hua hai?
Antworten
-
Fadarabna
-
Farghfirna
-
Fahadaina
Frage 3
Frage
Amadan ke kya ma'ni hai?
Antworten
-
Lambi muddat
-
Darmiyani muddat
-
Thodi muddat
Frage 4
Frage
Aam taur par pur-josh aur bahadur kounsa tabqa hota hai?
Antworten
-
Naujawan
-
Budha
-
Darmiyani umar
Frage 5
Frage
'Hizb' ka kya ma'ni hai?
Frage 6
Frage
Agar deen par amal karna kisi jagah mushkil hojaye to kya karna chahiye?
Antworten
-
Hijrat karlen
-
Deen ko chupa kar rakhen
-
Duaen karen
Frage 7
Frage
'Rabatna' ke kya ma'ne hain?
Antworten
-
Ilham hona
-
Mazboot hona
-
Both
Frage 8
Frage
Dil kab mazboot hota hai?
Antworten
-
Jab eemaan pakka hota hai
-
Jab pareshaniyan ati hain
-
Jab dushman hamlaawar hota hai
Frage 9
Frage
Ghalat baat/bura kaam kis lafz ka matlab hai?
Frage 10
Frage
Ashab-e-kahaf ne kaha ke "hamara rab to wo hai jo _______ rab hai?
Antworten
-
Asmano aur zameen ka
-
Tumhare but'to ka
-
Tumhara