Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Surah Kahf me Zulqarnain ki kitni muhimaat (explorations) ka zikr hai?
Frage 2
Frage
Zulqarnain ka guzar jin do qaum per hua, un mein se pehli _________ aur doosri _________ thi
Frage 3
Frage
Zulqarnain ne yajooj majooj se bachne ke liye diwaar banane ke liye, qaum se tax wusool kiya
Frage 4
Frage
Zulqarnain qaum ki madad is liye na kar saka kyunke wo qaum bolna nahi janti thi.
Frage 5
Frage
_____________ ne Khalid bin Waleed R.A ko sippa salaari se maazool (retired) kar diya kyunke logon mein ye khayal paida hota ja raha tha ke jis jung mein sippa salaar Khalid bin Waleed R.A hon, musalmaan wo jung nahi haar sakte
Antworten
-
Umar R.A
-
Abu Bakr R.A
-
Usman R.A
Frage 6
Frage
Yajooj majooj ka zikr Surah Kahf ke ilawa kis surah mein aya hai?
Antworten
-
Surah Ambiya
-
Surah Yaseen
-
Surah Baqarah
Frage 7
Frage
Yajooj majooj kab niklenge?
Frage 8
Frage
Isa A.S ki bad dua ke nateeje mein yajooj majooj kis bimari se mar jayenge?
Antworten
-
gardan mein keede padhne se
-
peit mein keede padhne se
-
dimagh mein keede padhne se
Frage 9
Frage
Zulqarnain ne qaum ki madad ke liye in se kya maanga?
Frage 10
Frage
In mein se kounsi khoobi Zulqarnain ki nahi hai?