Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Kis qoum ko baar baar yaad dilaya jaa raha tha ke kis tarah Allah ne unhe aale phiroun se naja'at dee?
Antworten
-
Bani Israel
-
Yahood aur nasara
-
Quraish
Frage 2
Frage
Aale firoun ki taraf se bani Israel ko Bure azaab se kya murad hai ?
Antworten
-
Aurton ko zinda rakhna mardon ko zibah karna
-
Aurton aur mardon ko zibah karna
-
Mardon ko zinda rakhna aur aurton ko zibah karna
Frage 3
Frage
Allah ne Bani Isreal ke shirk ko maaf kar diya. Kyun ?
Frage 4
Frage
Furqan se kya murad hai ?
Frage 5
Frage
Allah ne Bani Isreal se pukhta ahed lene ke liye unke upar kya uthara ?
Antworten
-
Khoe Tur
-
Taboote Sakinah
-
Tawrat ki takhtiya
Frage 6
Frage
Musa(a.s) ko kohe tur par kithne raat ke liye bulaya gaya?
Frage 7
Frage
Musa(a.s) kohe tur par jaane ke baad qoum kithne hisso me bat gayi thi ?
Frage 8
Frage
تنظرون la lafzi mayna kya hai?
Antworten
-
Thum dekh rahe the
-
Zinda kiya hamne
-
Thum zaalim the
Frage 9
Frage
Allah tala ko saamne dekh kar imaan laane ki farmayash karne wale kithne log kohe- tur par for ki bijli ki pakad se mare gaye?
Frage 10
Frage
Bani Israel masar se nikal kar kaha jaa rahe the aur raaste me kis sahra me qayam kia