Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Musa (as) ke pathar per asa marne se kitne chashme jari huwe ?
Frage 2
Frage
Allah ke hudood ko todhne wale ko kya kehte hai ?
Frage 3
Frage
Musa (a.s) ne Allah ke koun se hukum ko qoum mazakh samjhne par kaha
قَالَ اَعُوۡذُ بِاللّٰهِ اَنۡ اَكُوۡنَ مِنَ الۡجٰـهِلِيۡنَ
Antworten
-
Gaay ke zuba karne ke hukum par
-
Sabth ke din ibadahs karne par
-
Man aur salwa khane ke hukum par
Frage 4
Frage
Sabth ke din machliya na pakadne ke hukum ka waqiyah kis paigambar ke dour ka tha?
Antworten
-
Musa a.s
-
Dawood a.s
-
Isa a.s
-
Yaqub a.s
Frage 5
Frage
Sabt walon ka kya anjam huwa ?
Antworten
-
Unki machliya khatam kardi gai
-
Unko bandar bana diya gaya
-
Unko darya mein dubo diya gaya
Frage 6
Frage
حطة
(hitthatun)ka kya matlab hai ?
Frage 7
Frage
Allah kisko mazeed niamate ata farmata hai ?
Frage 8
Frage
Bani Isreal kitne saal tak maidan e sinai mein bhatakte rahe ?
Antworten
-
30 saal
-
70 saal
-
40 saal
-
11 saal
Frage 9
Frage
Akhir kaar bani Israel ne kaisi gai zibah ki?
Antworten
-
aib daar
-
Be aib
-
Zibah hi nahi ki
Frage 10
Frage
Bani Israel ko gae zuba karne ke liye kyu kaha gaya ?
Antworten
-
Allah ko gae ki qurbani subse zyada pasand hai
-
Takey gae ki azmat unke dilon se dur ho
-
Takey wo mushkil mein padh jae