Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Rasool (saws) ki Madina amad ke waqt Yahood ke total kitne qabile Madinah mein abad the ?
Frage 2
Frage
Aus aur Khazraj kis ke qabail the ?
Antworten
-
Mushrikeen Makkah
-
Mushrikeen madinah
-
Ansar
Frage 3
Frage
Ayat 87 mein anbiya ko jhutlane ki kya do wajuhat batai gai hai ?
Frage 4
Frage
Khawhishat nafs ki perwi karne walon ko kis ghade mein dala jaega ?
Frage 5
Frage
"Humare dil ghilaf mein band hai" ye kis ka jumla hai ?
Frage 6
Frage
Bani Israel apne Yahood qaidi bhaiyon se laden ke baad kya sulook karte the ?
Frage 7
Frage
Kitab ke kuch hisse ko manna aur kuch ka inkar karna' kaisa hai ?
Antworten
-
Jaiz hai
-
Koi harj nahi
-
Na jaiz hai
Frage 8
Frage
Kitab ko mazboti se pakadhne se kya murad hai ?
Antworten
-
Kitab ko girne na dena mazboti se pakadhna
-
kitab ki azmat ki wajah se unchi jagah per rakhna
-
Kitab ke ahkamat per chalna
Frage 9
Frage
. "Unhe bachde ki mohabbat pila di gai" isse kya murad hai ?
Antworten
-
Unhe bachde ka ghosht pasand tha
-
Unke dilon mein bachde ki mohabbat rach bas gai thi
-
Unko bachda palna pasand tha
Frage 10
Frage
فَرِيۡقًا...ka lafzi tarjuma kya hai
Antworten
-
Ek giroh
-
Faraq karne wala
-
Faraq dil