Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Yahood ye samjhte the ke akhirat ka ghar unke liye hai isiliye wo maut ki khawhish karte they take jaldi apna ajar palein
Frage 2
Frage
Yahood lambi zindagi ke ___________________ se zyada harees the :-
Antworten
-
Mushrikeen
-
Musalman
-
Atish parast
Frage 3
Frage
Yahood kis farishte ke dushman the :-
Antworten
-
Jibrael (as)
-
Mikael (as)
-
Israfeel (as)
Frage 4
Frage
Yahood ne kis Nabi ke bare mein kaha ke wo jadu karte they ?
Antworten
-
Sulaiman (as)
-
Loot (as)
-
Dawood (as)
Frage 5
Frage
Haroot aur Maroot kaun the ?
Antworten
-
Farishte
-
Shayateen
-
Insaan
Frage 6
Frage
Shayateen kiske darmiyan judai dalne wala jadu sikhate they :-
Antworten
-
Miya biwi
-
Bhai bhai
-
Maa betay
Frage 7
Frage
Ayat number 102 mein kufr kisko kaha gaya hai ?
Antworten
-
Allah ko na manna
-
Jadu seekhna
-
Farishton ko na manna
Frage 8
Frage
بَيِّنٰتٍ.....ka lafzi tarjuma kya hai
Frage 9
Frage
مُصَدِّقًا..
Ka lafzi mayna kya hai?
Antworten
-
Tasdeeq kartha hai
-
Koshish kartha hai
-
Musalath kartha hai
Frage 10
Frage
اِنَّمَا نَحۡنُ فِتۡنَةٌ فَلَا تَكۡفُرۡؕ
(Beshak hum tho ek fitnah hai ,pas tum kufr na karo)
Ye kisne kaha?
Antworten
-
Haroot aur Maròot ne
-
Shayateen ne
-
Jadugaro ne